tire hijrat ke maare bastiyon se laD rahe hain
jinhen yaksar tire dil men Thikana chahiye tha

Fatima Mehru
Fatima Mehru
Sherशेर
See all 14 →tire hijrat ke maare bastiyon se laD rahe hain
तिरे हिजरत के मारे बस्तियों से लड़ रहे हैं
main ek vo huun jo aap khud se bhi mukhtalif hai
मैं एक वो हूँ जो आप ख़ुद से भी मुख़्तलिफ़ है
chhoD ja.enge tujhe chand ke charche sun kar
छोड़ जाएँगे तुझे चाँद के चर्चे सुन कर
aur is se peshtar us ko bhula sakun yaksar
और इस से पेशतर उस को भुला सकूँ यकसर
ik nazar sarsari do chaar zaruri baten
इक नज़र सरसरी दो चार ज़रूरी बातें
nahin charagh jala.enge ab kisi dar par
नहीं चराग़ जलाएँगे अब किसी दर पर
Popular Sher & Shayari
28 totalmain ek vo huun jo aap khud se bhi mukhtalif hai
main vo nahin huun jo aap mujh ko samajh rahe the
chhoD ja.enge tujhe chand ke charche sun kar
chaDhte suraj ke pujari hain tire divane
aur is se peshtar us ko bhula sakun yaksar
use main us ki tarah yaad aana chahti huun
ik nazar sarsari do chaar zaruri baten
ghar men rakkha koi akhbar samajhta hai mujhe
nahin charagh jala.enge ab kisi dar par
ham aap apni mohabbat mazar kar lenge
tasviron par mat jaanaa
saali jhuTi hoti hain
ye ghalat-fahmiyon kaa mausam hai
apne dil ko sanbhaal kar rakhnaa
nahin charaagh jalaaeinge ab kisi dar par
ham aap apni mohabbat mazaar kar leinge
tire hijrat ke maare bastiyon se laD rahe hain
jinhein yaksar tire dil mein Thikaana chaahiye thaa
chhoD jaaeinge tujhe chaand ke charche sun kar
chaDhte suraj ke pujaari hain tire divaane
vo koh-e-qaaf kaa jaise makin ho gayaa hai
bichhaD ke aur ziyaada hasin ho gayaa hai
Ghazalग़ज़ल
mukhtasar 'ishq hai is mein bahut 'arsa nahin hai
मुख़्तसर 'इश्क़ है इस में बहुत 'अर्सा नहीं है
kaanTon kaa khamyaaza hai
काँटों का ख़म्याज़ा है
kyon na-jaane nahin huaa mujh se
क्यों न-जाने नहीं हुआ मुझ से
ghise-piTe hue aansu miTe miTe hue dost
घिसे-पिटे हुए आँसू मिटे मिटे हुए दोस्त
jo kuchh bhi ho chukaa thaa jataa kar nahin gae
जो कुछ भी हो चुका था जता कर नहीं गए
havaa se baat kareinge yaa hausla kareinge
हवा से बात करेंगे या हौसला करेंगे





