apne siva nahin hai koi apna ashna
dariya ki tarah aap hain apne kanar men

Goya Faqir Mohammad
Goya Faqir Mohammad
Sherशेर
See all 25 →apne siva nahin hai koi apna ashna
अपने सिवा नहीं है कोई अपना आश्ना
na hoga koi mujh sa mahv-e-tasavvur
न होगा कोई मुझ सा महव-ए-तसव्वुर
ai junun haath jo vo zulf na aa.i hoti
ऐ जुनूँ हाथ जो वो ज़ुल्फ़ न आई होती
nahin bachta hai bimar-e-mohabbat
नहीं बचता है बीमार-ए-मोहब्बत
naqsh-e-pa panch-shakha qabar par raushan karo
नक़्श-ए-पा पंच-शाख़ा क़बर पर रौशन करो
bijli chamki to abr roya
बिजली चमकी तो अब्र रोया
Popular Sher & Shayari
50 totalna hoga koi mujh sa mahv-e-tasavvur
jise dekhta huun samajhta huun tu hai
ai junun haath jo vo zulf na aa.i hoti
aah ne arsh ki zanjir hila.i hoti
nahin bachta hai bimar-e-mohabbat
suna hai ham ne 'goya' ki zabani
naqsh-e-pa panch-shakha qabar par raushan karo
mar gaya huun main tumhari garmi-e-raftar par
bijli chamki to abr roya
yaad aa ga.i kya hansi kisi ki
bijli chamki to abr royaa
yaad aa gai kyaa hansi kisi ki
har gaam pe hi saae se ik misraa-e-mauzun
gar chand qadam chaliye to kyaa khuub ghazal ho
aasmaan kahte hain jis ko vo zamin-e-sher hai
maah-e-nau misraa hai vasf-e-abru-e-khamdaar mein
vo tifl-e-nusairi aae shaayad
qasmein duun murtazaa-ali ki
khaar chubh kar jo TuTtaa hai kabhi
aabla phuuT phuuT rotaa hai
saare quraan se us pari-ru ko
yaad ik lafz-e-lan-taraani hai
Ghazalग़ज़ल
jo pinhaan thaa vahi har su 'ayaan hai
जो पिन्हाँ था वही हर सू 'अयाँ है
duaaein maangin hain muddaton tak jhukaa ke sar haath uThaa uThaa kar
दुआएँ माँगीं हैं मुद्दतों तक झुका के सर हाथ उठा उठा कर
kyaa hain shaidaa-e-qadd-e-yaar darakht
क्या हैं शैदा-ए-क़द्द-ए-यार दरख़्त
lab-e-jaan-bakhsh pe dam apnaa fanaa hotaa hai
लब-ए-जाँ-बख़्श पे दम अपना फ़ना होता है
us ko ghaflat-pesha kah aate hain ham
उस को ग़फ़लत-पेशा कह आते हैं हम
nazaara-e-rukh-e-saaqi se mujh ko masti hai
नज़ारा-ए-रुख़-ए-साक़ी से मुझ को मस्ती है





