Sher
na main khasta-hal hota na ye ajnabi se lagte
ye hasin hasin farishte mujhe aadmi se lagte

Habeeb Hashmi
na main khasta-hal hota na ye ajnabi se lagte
न मैं ख़स्ता-हाल होता न ये अजनबी से लगते
har shab-e-gham ki sahar ho ye zaruri hai magar
हर शब-ए-ग़म की सहर हो ये ज़रूरी है मगर
safar ki akhiri manzil men paas aaya hai
सफ़र की आख़िरी मंज़िल में पास आया है
sarhad-e-dasht se abadi ko jaane vaalo
सरहद-ए-दश्त से आबादी को जाने वालो
shab ki tanha.i men ubhri hui avaz-e-jaras
शब की तन्हाई में उभरी हुई आवाज़-ए-जरस
na main khasta-hal hota na ye ajnabi se lagte
ye hasin hasin farishte mujhe aadmi se lagte
har shab-e-gham ki sahar ho ye zaruri hai magar
sab ki tabinda sahar ho ye zaruri to nahin
safar ki akhiri manzil men paas aaya hai
tamam umr tha jo duur asman ki tarah
sarhad-e-dasht se abadi ko jaane vaalo
shahar men aur bhi khun-rez nazare honge
shab ki tanha.i men ubhri hui avaz-e-jaras
sub.h-ga.i ka gajar ho ye zaruri to nahin
sarhad-e-dasht se aabaadi ko jaane vaalo
shahar mein aur bhi khun-rez nazaare honge
shab ki tanhaai mein ubhri hui aavaaz-e-jaras
subh-gaai kaa gajar ho ye zaruri to nahin
na main khasta-haal hotaa na ye ajnabi se lagte
ye hasin hasin farishte mujhe aadmi se lagte
har shab-e-gham ki sahar ho ye zaruri hai magar
sab ki taabinda sahar ho ye zaruri to nahin
safar ki aakhiri manzil mein paas aayaa hai
tamaam umr thaa jo duur aasmaan ki tarah