"har qadam par nit-na.e sanche men Dhal jaate hain log dekhte hi dekhte kitne badal jaate hain log"

Himayat Ali Shayar
Himayat Ali Shayar
Sherशेर
See all 27 →har qadam par nit-na.e sanche men Dhal jaate hain log
हर क़दम पर नित-नए साँचे में ढल जाते हैं लोग
har taraf ik muhib sannaTa
हर तरफ़ इक मुहीब सन्नाटा
ham bhi hain kisi kahf ke as.hab ke manind
हम भी हैं किसी कहफ़ के असहाब के मानिंद
ab na koi manzil hai aur na rahguzar koi
अब न कोई मंज़िल है और न रहगुज़र कोई
tariki men lipTi hui pur-haul khamoshi
तारीकी में लिपटी हुई पुर-हौल ख़मोशी
is jahan men to apna saaya bhi
इस जहाँ में तो अपना साया भी
Popular Sher & Shayari
54 total"har taraf ik muhib sannaTa dil dhaDakta to hai magar khamosh"
"ham bhi hain kisi kahf ke as.hab ke manind aisa na ho jab aankh khule vaqt guzar jaa.e"
"ab na koi manzil hai aur na rahguzar koi jaane qafila bhaTke ab kahan kahan yaaro"
"tariki men lipTi hui pur-haul khamoshi is aalam men kya nahin mumkin jagte rahna"
"is jahan men to apna saaya bhi raushni ho to saath chalta hai"
tujh se vafaa na ki to kisi se vafaa na ki
kis tarah intiqaam liyaa apne aap se
taariki mein lipTi hui pur-haul khamoshi
is aalam mein kyaa nahin mumkin jaagte rahnaa
apne kisi amal pe nadaamat nahin mujhe
thaa nek-dil bahut jo gunahgaar mujh mein thaa
is jahaan mein to apnaa saaya bhi
raushni ho to saath chaltaa hai
main kuchh na kahun aur ye chaahun ki miri baat
khushbu ki tarah uD ke tire dil mein utar jaae
har taraf ik muhib sannaaTaa
dil dhaDaktaa to hai magar khaamosh
Ghazalग़ज़ल
ye shahr-e-rafiqaan hai dil-e-zaar sambhal ke
ये शहर-ए-रफ़ीक़ाँ है दिल-ए-ज़ार सँभल के
is dasht-e-sukhan mein koi kyaa phuul khilaae
इस दश्त-ए-सुख़न में कोई क्या फूल खिलाए
meraa shuur mujh ko ye aazaar de gayaa
मेरा शुऊ'र मुझ को ये आज़ार दे गया
pindaar-e-zohd ho ki ghurur-e-barhamani
पिंदार-ए-ज़ोहद हो कि ग़ुरूर-ए-बरहमनी
aae the tere shahr mein kitni lagan se ham
आए थे तेरे शहर में कितनी लगन से हम
kyaa kyaa na zindagi ke fasaane raqam hue
क्या क्या न ज़िंदगी के फ़साने रक़म हुए





