"bachche khuli faza men kahan tak nikal ga.e ham log ab bhi qaid isi bam-o-dar men hain"

Hosh Jaunpuri
Hosh Jaunpuri
Sherशेर
See all 18 →bachche khuli faza men kahan tak nikal ga.e
बच्चे खुली फ़ज़ा में कहाँ तक निकल गए
khuda badal na saka aadmi ko aaj bhi 'hosh'
ख़ुदा बदल न सका आदमी को आज भी 'होश'
miTTi men kitne phuul paDe sukhte rahe
मिट्टी में कितने फूल पड़े सूखते रहे
kho ga.i ja ke nazar yuun rukh-e-raushan ke qarib
खो गई जा के नज़र यूँ रुख़-ए-रौशन के क़रीब
jaane kis kis ka gala kaTta pas-e-parda-e-ishq
जाने किस किस का गला कटता पस-ए-पर्दा-ए-इश्क़
divar un ke ghar ki miri dhuup le ga.i
दीवार उन के घर की मिरी धूप ले गई
Popular Sher & Shayari
36 total"khuda badal na saka aadmi ko aaj bhi 'hosh' aur ab tak aadmi ne saikDon khuda badle"
"miTTi men kitne phuul paDe sukhte rahe rangin pattharon se bahalta raha huun main"
"kho ga.i ja ke nazar yuun rukh-e-raushan ke qarib jaise kho jaati hai beva koi dulhan ke qarib"
"jaane kis kis ka gala kaTta pas-e-parda-e-ishq khul ga.e meri shahadat men sitamgar kitne"
"divar un ke ghar ki miri dhuup le ga.i ye baat bhulne men zamana laga mujhe"
aane vaale daur mein jo paaegaa paighambari
meraa chehra meraa dil meri zabaan le jaaegaa
mere hi paanv mire sab se baDe dushman hain
jab bhi uThte hain usi dar ki taraf jaate hain
khudaa badal na sakaa aadmi ko aaj bhi 'hosh'
aur ab tak aadmi ne saikDon khudaa badle
miTTi mein kitne phuul paDe sukhte rahe
rangin pattharon se bahaltaa rahaa huun main
divaar un ke ghar ki miri dhuup le gai
ye baat bhulne mein zamaana lagaa mujhe
jaane kis kis kaa galaa kaTtaa pas-e-parda-e-ishq
khul gae meri shahaadat mein sitamgar kitne
Ghazalग़ज़ल
mohabbat kar ke sharminda nahin huun
मोहब्बत कर के शर्मिंदा नहीं हूँ
baahar kaa maahaul to ham ko aksar achchhaa lagtaa hai
बाहर का माहौल तो हम को अक्सर अच्छा लगता है
is se pahle ki havaa mujh ko uDaa le jaae
इस से पहले कि हवा मुझ को उड़ा ले जाए
bachpan tamaam buDhe savaalon mein kaT gayaa
बचपन तमाम बूढ़े सवालों में कट गया
be-nishaan qadmon ki kahkashaan pakaDte hain
बे-निशान क़दमों की कहकशाँ पकड़ते हैं
phuul patthar ki chaTaanon pe khilaaein ham bhi
फूल पत्थर की चटानों पे खिलाएँ हम भी





