"banate hain hazaron zakhm-e-khandan khanjar-e-gham se dil-e-nashad ko ham is tarah pur-shad karte hain"

Imdad Imam Asar
Imdad Imam Asar
Sherशेर
See all 25 →banate hain hazaron zakhm-e-khandan khanjar-e-gham se
बनाते हैं हज़ारों ज़ख़्म-ए-ख़ंदाँ ख़ंजर-ए-ग़म से
afsos umr kaT ga.i ranj-o-malal men
अफ़्सोस उम्र कट गई रंज-ओ-मलाल में
mushkil ka samna ho to himmat na hariye
मुश्किल का सामना हो तो हिम्मत न हारिए
taDap taDap ke tamanna men karvaTen badlin
तड़प तड़प के तमन्ना में करवटें बदलीं
dosti ki tum ne dushman se ajab tum dost ho
दोस्ती की तुम ने दुश्मन से अजब तुम दोस्त हो
dil se kya puchhta hai zulf-e-girah-gir se puchh
दिल से क्या पूछता है ज़ुल्फ़-ए-गिरह-गीर से पूछ
Popular Sher & Shayari
50 total"afsos umr kaT ga.i ranj-o-malal men dekha na khvab men bhi jo kuchh tha khayal men"
"mushkil ka samna ho to himmat na hariye himmat hai shart sahib-e-himmat se kya na ho"
"taDap taDap ke tamanna men karvaTen badlin na paaya dil ne hamare qarar saari raat"
"dosti ki tum ne dushman se ajab tum dost ho main tumhari dosti men mehrban maara gaya"
"dil se kya puchhta hai zulf-e-girah-gir se puchh apne divane ka ahval tu zanjir se puchh"
taDap taDap ke tamannaa mein karvaTein badlin
na paayaa dil ne hamaare qaraar saari raat
jab nahin kuchh e'tibaar-e-zindagi
is jahaan kaa shaad kyaa naashaad kyaa
dil na dete use to kyaa karte
ai 'asar' dukh hamein uThaanaa thaa
banaate hain hazaaron zakhm-e-khandaan khanjar-e-gham se
dil-e-naashaad ko ham is tarah pur-shaad karte hain
hasinon ki jafaaein bhi talavvun se nahin khaali
sitam ke baa'd karte hain karam aisaa bhi hotaa hai
dil ki haalat se khabar deti hai
'asar' aashufta-bayaani meri
Ghazalग़ज़ल
kisi kaa dil ko rahaa intizaar saari raat
किसी का दिल को रहा इंतिज़ार सारी रात
subh-dam roti jo teri bazm se jaati hai shama
सुब्ह-दम रोती जो तेरी बज़्म से जाती है शम्अ
apne dar se jo uThaate hain hamein
अपने दर से जो उठाते हैं हमें
bahe saath ashk ke lakht-e-jigar tak
बहे साथ अश्क के लख़्त-ए-जिगर तक
mere sar mein jo raat chakkar thaa
मेरे सर में जो रात चक्कर था
gham nahin mujh ko jo vaqt-e-imtihaan maaraa gayaa
ग़म नहीं मुझ को जो वक़्त-ए-इम्तिहाँ मारा गया





