haq mujhe batil-ashna na kare
main buton se phirun khuda na kare

Inamullah Khan Yaqeen
Inamullah Khan Yaqeen
Sherशेर
See all 14 →haq mujhe batil-ashna na kare
हक़ मुझे बातिल-आश्ना न करे
agarche ishq men aafat hai aur bala bhi hai
अगरचे इश्क़ में आफ़त है और बला भी है
sau sau hain iltifat taghaful men yaar ke
सौ सौ हैं इल्तिफ़ात तग़ाफ़ुल में यार के
ye vo aansu hain jin se zohra atishnak ho jaave
ये वो आँसू हैं जिन से ज़ोहरा आतिशनाक हो जावे
khalvat ho aur sharab ho ma.ashuq samne
ख़ल्वत हो और शराब हो माशूक़ सामने
umr fariyad men barbad ga.i kuchh na hua
उम्र फ़रियाद में बर्बाद गई कुछ न हुआ
Popular Sher & Shayari
28 totalagarche ishq men aafat hai aur bala bhi hai
nira bura nahin ye shaghl kuchh bhala bhi hai
sau sau hain iltifat taghaful men yaar ke
beganagi se us ki koi ashna nahin
ye vo aansu hain jin se zohra atishnak ho jaave
agar piive koi un ko to jal kar khaak ho jaave
khalvat ho aur sharab ho ma.ashuq samne
zahid tujhe qasam hai jo tu ho to kya kare
umr fariyad men barbad ga.i kuchh na hua
naala mash.hur ghalat hai ki asar karta hai
is ashk o aah mein saudaa bigaD na jaae kahin
ye dil kuchh aab-rasida hai kuchh jalaa bhi hai
chashm-e-tar par gar nahin kartaa havaa par rahm kar
de le saaqi ham ko mai ye abr-e-baaraan phir kahaan
kyaa badan hogaa ki jis ke kholte jaame kaa band
barg-e-gul ki tarah har naakhun moattar ho gayaa
misr mein husn ki vo garmi-e-baazaar kahaan
jins to hai pe zulekhaa saa kharidaar kahaan
umr fariyaad mein barbaad gai kuchh na huaa
naala mashhur ghalat hai ki asar kartaa hai
khalvat ho aur sharaab ho maashuq saamne
zaahid tujhe qasam hai jo tu ho to kyaa kare
Ghazalग़ज़ल
kyaa qayaamat hai buton ki bazm mein jaane kaa haz
क्या क़यामत है बुतों की बज़्म में जाने का हज़
agar denaa ho dil ki daad jitnaa us kaa ji chaahe
अगर देना हो दिल की दाद जितना उस का जी चाहे
dil nahin khinchtaa hai bin majnun bayaabaan ki taraf
दिल नहीं खिंचता है बिन मजनूँ बयाबाँ की तरफ़
agarche ishq mein aafat hai aur balaa bhi hai
अगरचे इश्क़ में आफ़त है और बला भी है
garebaan phaaD Daale rashk se har gul-badan apnaa
गरेबाँ फाड़ डाले रश्क से हर गुल-बदन अपना
in pari-zaad javaanon ne kiyaa piir mujhe
इन परी-ज़ाद जवानों ने किया पीर मुझे





