"ajab nahin ki ye dariya nazar ka dhoka ho ajab nahin ki koi rasta nikal aa.e"

Irfan Siddiqi
Irfan Siddiqi
Sherशेर
See all 95 →ajab nahin ki ye dariya nazar ka dhoka ho
अजब नहीं कि ये दरिया नज़र का धोका हो
tum se mile to khud se ziyada
तुम से मिले तो ख़ुद से ज़ियादा
uTho ye manzar-e-shab-tab dekhne ke liye
उठो ये मंज़र-ए-शब-ताब देखने के लिए
badan men jaise lahu taziyana ho gaya hai
बदन में जैसे लहू ताज़ियाना हो गया है
tum parindon se ziyada to nahin ho azad
तुम परिंदों से ज़ियादा तो नहीं हो आज़ाद
sab ko nishana karte karte
सब को निशाना करते करते
Popular Sher & Shayari
190 total"tum se mile to khud se ziyada tum ko akela paaya ham ne"
"uTho ye manzar-e-shab-tab dekhne ke liye ki niind shart nahin khvab dekhne ke liye"
"badan men jaise lahu taziyana ho gaya hai use gale se laga.e zamana ho gaya hai"
"tum parindon se ziyada to nahin ho azad shaam hone ko hai ab ghar ki taraf lauT chalo"
"sab ko nishana karte karte khud ko maar giraya ham ne"
badan mein jaise lahu taaziyaana ho gayaa hai
use gale se lagaae zamaana ho gayaa hai
ham ne dekhaa hi thaa duniyaa ko abhi us ke baghair
lijiye biich mein phir dida-e-tar aa gae hain
ham to sahraa hue jaate the ki us ne aa kar
shahr aabaad kiyaa nahr-e-sabaa jaari ki
kuchh ishq ke nisaab mein kamzor ham bhi hain
kuchh parcha-e-savaal bhi aasaan chaahiye
ham ne muddat se ulaT rakkhaa hai kaasa apnaa
dast-e-daadaar tire dirham-o-dinaar pe khaak
tum se mile to khud se ziyaada
tum ko akelaa paayaa ham ne
Ghazalग़ज़ल
donon apne kaam ke maahir donon baDe zahin
दोनों अपने काम के माहिर दोनों बड़े ज़हीन
ab kahin aur chal ai naaqa-savaar-e-duniyaa
अब कहीं और चल ऐ नाक़ा-सवार-ए-दुनिया
chamak hai 'ishq ki tira-shabi mein pahle se
चमक है 'इश्क़ की तीरा-शबी में पहले से
kashti to apni khud hi jalaa di basti hamaari dariyaa kinaare
कश्ती तो अपनी ख़ुद ही जला दी बस्ती हमारी दरिया किनारे
raah-e-sitam mein soz-e-jigar kaise chhoD dein
राह-ए-सितम में सोज़-ए-जिगर कैसे छोड़ दें
simaTti dhuup tahrir-e-hinaa si hoti jaati hai
सिमटती धूप तहरीर-ए-हिना सी होती जाती है





