kaun dekhega mujh men ab chehra
a.ina tha bikhar gaya huun main

Ishrat Qadri
Ishrat Qadri
Sherशेर
See all 7 →kaun dekhega mujh men ab chehra
कौन देखेगा मुझ में अब चेहरा
yuun zindagi guzar rahi hai meri
यूँ ज़िंदगी गुज़र रही है मेरी
in andheron se pare is shab-e-gham se aage
इन अंधेरों से परे इस शब-ए-ग़म से आगे
daryaft kar ke khud ko zamane se duur huun
दरयाफ़्त कर के ख़ुद को ज़माने से दूर हूँ
vo tere bichhaDne ka saman yaad jab aaya
वो तेरे बिछड़ने का समाँ याद जब आया
zahiri shakl meri zinda hai
ज़ाहिरी शक्ल मेरी ज़िंदा है
Popular Sher & Shayari
14 totalyuun zindagi guzar rahi hai meri
jo un ki hai vahi khushi hai meri
in andheron se pare is shab-e-gham se aage
ik na.i sub.h bhi hai sham-e-alam se aage
daryaft kar ke khud ko zamane se duur huun
har shakhs ba-shu.ur hai main be-shu.ur huun
vo tere bichhaDne ka saman yaad jab aaya
biite hue lamhon ko sisakte hue dekha
zahiri shakl meri zinda hai
aur andar se mar gaya huun main
yuun zindagi guzar rahi hai meri
jo un ki hai vahi khushi hai meri
ik saaya sharmaataa lajaataa raah mein tanhaa chhoD gayaa
main parchhaain DhunD rahaa huun TuuTi hui divaaron par
in andheron se pare is shab-e-gham se aage
ik nai subh bhi hai shaam-e-alam se aage
vo tere bichhaDne kaa samaan yaad jab aayaa
biite hue lamhon ko sisakte hue dekhaa
kaun dekhegaa mujh mein ab chehra
aaina thaa bikhar gayaa huun main
zaahiri shakl meri zinda hai
aur andar se mar gayaa huun main
Ghazalग़ज़ल
in andheron se pare is shab-e-gham se aage
इन अंधेरों से परे इस शब-ए-ग़म से आगे
nigaah aaina hai aks-e-mustaaar huun main
निगाह आईना है अक्स-ए-मुस्तआर हूँ मैं
bahut hassaas-o-naazuk aabgine vaalaa main tanhaa
बहुत हस्सास-ओ-नाज़ुक आबगीने वाला मैं तन्हा
sahme se the parind baseraa udaas thaa
सहमे से थे परिंद बसेरा उदास था
ghuncha jo sar-e-shaakh chaTakte hue dekhaa
ग़ुंचा जो सर-ए-शाख़ चटकते हुए देखा
gum-shuda saae DhunDhtaa huun main
गुम-शुदा साए ढूँढता हूँ मैं





