kabhi bhuul kar kisi se na karo suluk aisa
ki jo tum se koi karta tumhen nagavar hota

Ismail Merathi
Ismail Merathi
Sherशेर
See all 60 →kabhi bhuul kar kisi se na karo suluk aisa
कभी भूल कर किसी से न करो सुलूक ऐसा
sub.h ke bhule to aa.e shaam ko
सुब्ह के भूले तो आए शाम को
maana buri khabar hai pa teri khabar to hai
माना बुरी ख़बर है प तेरी ख़बर तो है
diid va diid ki rukhsat hi sahi
दीद वा दीद की रुख़्सत ही सही
dilbari jazb-e-mohabbat ka karishma hai faqat
दिलबरी जज़्ब-ए-मोहब्बत का करिश्मा है फ़क़त
dosti aur kisi gharaz ke liye
दोस्ती और किसी ग़रज़ के लिए
Popular Sher & Shayari
120 totalsub.h ke bhule to aa.e shaam ko
dekhiye kab aa.en bhule shaam ke
maana buri khabar hai pa teri khabar to hai
sabr-o-qarar nazr karun nama-bar ko main
diid va diid ki rukhsat hi sahi
mere hisse ki qayamat hi sahi
dilbari jazb-e-mohabbat ka karishma hai faqat
kuchh karamat nahin jaadu nahin e.ajaz nahin
dosti aur kisi gharaz ke liye
vo tijarat hai dosti hi nahin
thi chheD usi taraf se varna
main aur majaal aarzu ki
dariyaa ki tarah ravaan huun lekin
ab tak bhi vahin huun main jahaan huun
haan dil-e-be-taab chande intizaar
amn-o-raahat kaa Thikaana aur hai
roz-e-jazaa mein aakhir puchhaa na jaaegaa kyaa
teraa ye chup lagaanaa meraa savaal karnaa
samajhte hain sheron ko bhi narm chaara
ghazaalaan-e-shahri se hoshyaar rahnaa
dilbari jazb-e-mohabbat kaa karishma hai faqat
kuchh karaamat nahin jaadu nahin eajaaz nahin
Ghazalग़ज़ल
nahin maalum kyaa vaajib hai kyaa farz
नहीं मालूम क्या वाजिब है क्या फ़र्ज़
hai be-lab-o-zabaan bhi ghul tere naam kaa
है बे-लब-ओ-ज़बाँन भी ग़ुल तेरे नाम का
hai jaan-e-hazin ek lab-e-ruh-fazaa do
है जान-ए-हज़ीं एक लब-ए-रूह-फ़ज़ा दो
zaraa gham-zadon ke bhi gham-khvaar rahnaa
ज़रा ग़म-ज़दों के भी ग़म-ख़्वार रहना
saaqi-e-khum-khaana thaa jo subh-o-shaam
साक़ी-ए-ख़ुम-ख़ाना था जो सुब्ह-ओ-शाम
ghair-e-tavakkul nahin chaaraa mujhe
ग़ैर-ए-तवक्कुल नहीं चारा मुझे





