"ai vatan jab bhi sar-e-dasht koi phuul khila dekh kar tere shahidon ki nishani roya"

Jafar Tahir
Jafar Tahir
Sherशेर
See all 10 →ai vatan jab bhi sar-e-dasht koi phuul khila
ऐ वतन जब भी सर-ए-दश्त कोई फूल खिला
aapas ki guftugu men bhi kaTne lagi zaban
आपस की गुफ़्तुगू में भी कटने लगी ज़बाँ
'tahir' khuda ki raah men dushvariyan sahi
'ताहिर' ख़ुदा की राह में दुश्वारियाँ सही
uTThi thi pahli baar jidhar chashm-e-arzu
उट्ठी थी पहली बार जिधर चश्म-ए-आरज़ू
tujhe bhi dekh liya ham ne o khuda-e-ajal
तुझे भी देख लिया हम ने ओ ख़ुदा-ए-अजल
jab bhi dekhi hai kisi chehre pe ik taaza bahar
जब भी देखी है किसी चेहरे पे इक ताज़ा बहार
Popular Sher & Shayari
20 total"aapas ki guftugu men bhi kaTne lagi zaban ab doston se tark-e-mulaqat chahiye"
"'tahir' khuda ki raah men dushvariyan sahi ishq-e-butan men kaun si asaniyan rahin"
"uTThi thi pahli baar jidhar chashm-e-arzu vo log phir mile na vo basti nazar paDi"
"tujhe bhi dekh liya ham ne o khuda-e-ajal ki tera zor chala bhi to ahl-e-gham pe chala"
"jab bhi dekhi hai kisi chehre pe ik taaza bahar dekh kar main tiri tasvir purani roya"
arsa-e-zulmat-e-hayaat kaTe
ham-nafas muskuraa ki raat kaTe
tujhe bhi dekh liyaa ham ne o khudaa-e-ajal
ki teraa zor chalaa bhi to ahl-e-gham pe chalaa
jab bhi dekhi hai kisi chehre pe ik taaza bahaar
dekh kar main tiri tasvir puraani royaa
ai vatan jab bhi sar-e-dasht koi phuul khilaa
dekh kar tere shahidon ki nishaani royaa
aapas ki guftugu mein bhi kaTne lagi zabaan
ab doston se tark-e-mulaaqaat chaahiye
ik umr bhaTakte hue guzri hai junun mein
ab kaun fareb-e-nigah-e-yaar mein aae
Ghazalग़ज़ल
har shai jahaan ki gard-o-ghubaar-e-khayaal hai
हर शय जहाँ की गर्द-ओ-ग़ुबार-ए-ख़याल है
pilaa ai giroh-e-sukhanvaraan koi sher-e-tar gul-e-taaza ras
पिला ऐ गिरोह-ए-सुख़नवराँ कोई शेर-ए-तर गुल-ए-ताज़ा रस
nashshe mein chashm-e-naaz jo hansti nazar paDi
नश्शे में चश्म-ए-नाज़ जो हँसती नज़र पड़ी
kahne ko yuun to abr-e-karam qatra-zan huaa
कहने को यूँ तो अब्र-ए-करम क़तरा-ज़न हुआ
gham-e-dauraan gham-e-jaanaan gham-e-jaan hai ki nahin
ग़म-ए-दौराँ ग़म-ए-जानाँ ग़म-ए-जाँ है कि नहीं
ku-e-haram se nikli hai ku-e-butaan ki raah
कू-ए-हरम से निकली है कू-ए-बुताँ की राह





