main to tanha tha magar tujh ko bhi tanha dekha
apni tasvir ke pichhe tira chehra dekha

Jameel Malik
Jameel Malik
Sherशेर
See all 17 →main to tanha tha magar tujh ko bhi tanha dekha
मैं तो तन्हा था मगर तुझ को भी तन्हा देखा
ye kya zarur hai main kahun aur tu sune
ये क्या ज़रूर है मैं कहूँ और तू सुने
kitne hathon ne tarashe ye hasin taj-mahal
कितने हाथों ने तराशे ये हसीं ताज-महल
ye manzar ye ruup anokhe sab shahkar hamare hain
ये मंज़र ये रूप अनोखे सब शहकार हमारे हैं
us ki khamoshiyon men nihan kitna shor tha
उस की ख़मोशियों में निहाँ कितना शोर था
dil ki qimat to mohabbat ke siva kuchh bhi na thi
दिल की क़ीमत तो मोहब्बत के सिवा कुछ भी न थी
Popular Sher & Shayari
34 totalye kya zarur hai main kahun aur tu sune
jo mera haal hai vo tujhe bhi pata to hai
kitne hathon ne tarashe ye hasin taj-mahal
jhankte hain dar-o-divar se kya kya chehre
ye manzar ye ruup anokhe sab shahkar hamare hain
ham ne apne khun-e-jigar se kya kya naqsh ubhare hain
us ki khamoshiyon men nihan kitna shor tha
mujh se siva vo dard ka khugar laga mujhe
dil ki qimat to mohabbat ke siva kuchh bhi na thi
jo mile surat-e-zeba ke kharidar mile
ye manzar ye ruup anokhe sab shahkaar hamaare hain
ham ne apne khun-e-jigar se kyaa kyaa naqsh ubhaare hain
aap mein gum hain magar sab ki khabar rakhte hain
ghar mein baiThe hain zamaane pe nazar rakhte hain
ham to tamaam umr tiri hi adaa rahe
ye kyaa huaa ki phir bhi hamin bevafaa rahe
baagh mein jaa kar dekh liyaa
koi nahin thaa tujh saa phuul
ham se koi taalluq-e-khaatir to hai use
vo yaar baa-vafaa na sahi bevafaa to hai
us ki khamoshiyon mein nihaan kitnaa shor thaa
mujh se sivaa vo dard kaa khugar lagaa mujhe
Ghazalग़ज़ल
vo aaeinge to khileinge nashaat-e-vasl ke phuul
वो आएँगे तो खिलेंगे नशात-ए-वस्ल के फूल
kaun hamaaraa dard baTaae kaun hamaaraa thaame haat
कौन हमारा दर्द बटाए कौन हमारा थामे हात
ye aur baat hamein surat-e-gulaab lage
ये और बात हमें सूरत-ए-गुलाब लगे
mahfilein khvaab huiin rah gae tanhaa chehre
महफ़िलें ख़्वाब हुईं रह गए तन्हा चेहरे
munh-band hasraton ko sukhan-aashnaa karo
मुँह-बंद हसरतों को सुख़न-आश्ना करो
zabaan mile to hazaar baatein kahaa karein ham
ज़बाँ मिले तो हज़ार बातें कहा करें हम





