teri duuri bhi hai mushkil tiri qurbat bhi muhal
kis qadar tu ne miri jaan sataya hai mujhe

Jameel Yusuf
Jameel Yusuf
Sherशेर
teri duuri bhi hai mushkil tiri qurbat bhi muhal
तेरी दूरी भी है मुश्किल तिरी क़ुर्बत भी मुहाल
teri duniya men tire husn ka shaida.i huun
तेरी दुनिया में तिरे हुस्न का शैदाई हूँ
ai khuda tu hi be-misal nahin
ऐ ख़ुदा तू ही बे-मिसाल नहीं
ab to tere husn ki har anjuman men dhuum hai
अब तो तेरे हुस्न की हर अंजुमन में धूम है
dil jahan le jaa.e dil ke saath jaana chahiye
दिल जहाँ ले जाए दिल के साथ जाना चाहिए
tu miri raah men kyuun haa.il hai
तू मिरी राह में क्यूँ हाइल है
Popular Sher & Shayari
12 totalteri duniya men tire husn ka shaida.i huun
ai khuda mujh ko gunahgar na samjha jaa.e
ai khuda tu hi be-misal nahin
main bhi huun ka.enat men tanha
ab to tere husn ki har anjuman men dhuum hai
jis ne mera haal dekha tera divana hua
dil jahan le jaa.e dil ke saath jaana chahiye
is se baDh kar aur koi rahnuma hota nahin
tu miri raah men kyuun haa.il hai
ek umDe hue dariya ki tarah
tu miri raah mein kyuun haail hai
ek umDe hue dariyaa ki tarah
dil jahaan le jaae dil ke saath jaanaa chaahiye
is se baDh kar aur koi rahnumaa hotaa nahin
ab to tere husn ki har anjuman mein dhuum hai
jis ne meraa haal dekhaa teraa divaana huaa
teri duuri bhi hai mushkil tiri qurbat bhi muhaal
kis qadar tu ne miri jaan sataayaa hai mujhe
teri duniyaa mein tire husn kaa shaidaai huun
ai khudaa mujh ko gunahgaar na samjhaa jaae
ai khudaa tu hi be-misaal nahin
main bhi huun kaaenaat mein tanhaa
Ghazalग़ज़ल
sadaa kaa loch sukhan kaa nikhaar le ke chale
सदा का लोच सुख़न का निखार ले के चले
aadmi apni zaat mein tanhaa
आदमी अपनी ज़ात में तन्हा
ye ajab raasta hai jis pe lagaayaa hai mujhe
ये अजब रास्ता है जिस पे लगाया है मुझे
huaa chali to nasha chhaa gayaa fazaaon mein
हुआ चली तो नशा छा गया फ़ज़ाओं में
bhiiD aisi hai ki mujh ko raasta miltaa nahin
भीड़ ऐसी है कि मुझ को रास्ता मिलता नहीं
dhyaan kaa raahi ruk ruk kar pichhe taktaa hai
ध्यान का राही रुक रुक कर पीछे तकता है





