ek hi phuul se sab phulon ki khushbu aa.e
aur ye jaadu use aa.e jise urdu aa.e

Javed Saba
Javed Saba
Sherशेर
See all 20 →ek hi phuul se sab phulon ki khushbu aa.e
एक ही फूल से सब फूलों की ख़ुश्बू आए
us ne anchal se nikali miri gum-gashta bayaz
उस ने आँचल से निकाली मिरी गुम-गश्ता बयाज़
dekhe the jitne khvab Thikane laga diye
देखे थे जितने ख़्वाब ठिकाने लगा दिए
aap se ab kya chhupana aap koi ghair hain
आप से अब क्या छुपाना आप कोई ग़ैर हैं
jaane vaale ne hamesha ki juda.i de kar
जाने वाले ने हमेशा की जुदाई दे कर
sha.iri kar-e-junun hai aap ke bas ki nahin
शाइरी कार-ए-जुनूँ है आप के बस की नहीं
Popular Sher & Shayari
40 totalus ne anchal se nikali miri gum-gashta bayaz
aur chupke se mohabbat ka varaq moD diya
dekhe the jitne khvab Thikane laga diye
tum ne to aate aate zamane laga diye
aap se ab kya chhupana aap koi ghair hain
ho chuka huun main kisi ka aap bhi ho ja.iye
jaane vaale ne hamesha ki juda.i de kar
dil ko ankhon men dhaDakne ke liye chhoD diya
sha.iri kar-e-junun hai aap ke bas ki nahin
vaqt par bistar se uThiye vaqt par so ja.iye
ye jo mahfil mein mire naam se maujud huun main
main nahin huun miraa dhokaa hai koi dekh na le
ye kah ke us ne mujhe makhmase mein Daal diyaa
milaao haath agar vaaqai mohabbat hai
mujhe tanhaai ki aadat hai meri baat chhoDein
ye liije aap kaa ghar aa gayaa hai haat chhoDein
ye jo milaate phirte ho tum har kisi se haath
aisaa na ho ki dhonaa paDe zindagi se haath
guzar rahi thi zindagi guzar rahi hai zindagi
nasheb ke baghair bhi faraaz ke baghair bhi
aap se ab kyaa chhupaanaa aap koi ghair hain
ho chukaa huun main kisi kaa aap bhi ho jaaiye
Ghazalग़ज़ल
tujh ko paane ki ye hasrat mujhe le Dubegi
तुझ को पाने की ये हसरत मुझे ले डूबेगी
tasbih o sajda-gaah bhi sajda bhi mast mast
तस्बीह ओ सज्दा-गाह भी सज्दा भी मस्त मस्त
lahraataa hai khvaab saa aanchal aur main likhtaa jaataa huun
लहराता है ख़्वाब सा आँचल और मैं लिखता जाता हूँ
shukr hai aap aa gae aaj kaa din to Tal gayaa
शुक्र है आप आ गए आज का दिन तो टल गया
tiraa niyaaz-mand huun niyaaz ke baghair bhi
तिरा नियाज़-मंद हूँ नियाज़ के बग़ैर भी
bundon ki tarah chhat se Tapakte hue aa jaao
बूंदों की तरह छत से टपकते हुए आ जाओ





