main apne jism ke andar na dafn ho ja.un
mujhe vajud ke girte hue makan se nikal

Jeem Jazil
Jeem Jazil
Sherशेर
main apne jism ke andar na dafn ho ja.un
मैं अपने जिस्म के अंदर न दफ़्न हो जाऊँ
ashk ankhon se ye kah kar nikla
अश्क आँखों से ये कह कर निकला
rakkhi thi tasvir tumhari ankhon men
रक्खी थी तस्वीर तुम्हारी आँखों में
ek bachcha sa be-sabab 'jazil'
एक बच्चा सा बे-सबब 'जाज़िल'
chhanv chhanv pukarta jaa.e
छाँव छाँव पुकारता जाए
zindagi tujh ko tire dard ke har ik pal ko
ज़िंदगी तुझ को तिरे दर्द के हर इक पल को
Popular Sher & Shayari
12 totalashk ankhon se ye kah kar nikla
ye tire zabt ki had hai? had hai
rakkhi thi tasvir tumhari ankhon men
ham ne saari raat guzari ankhon men
ek bachcha sa be-sabab 'jazil'
baiTha rahta hai ruuTh kar mujh men
chhanv chhanv pukarta jaa.e
kaun karne laga safar mujh men
zindagi tujh ko tire dard ke har ik pal ko
ham ne jis tarah guzara hai khuda janta hai
rakkhi thi tasvir tumhaari aankhon mein
ham ne saari raat guzaari aankhon mein
chhaanv chhaanv pukaartaa jaae
kaun karne lagaa safar mujh mein
main apne jism ke andar na dafn ho jaaun
mujhe vajud ke girte hue makaan se nikaal
ashk aankhon se ye kah kar niklaa
ye tire zabt ki had hai? had hai
ek bachcha saa be-sabab 'jaazil'
baiThaa rahtaa hai ruuTh kar mujh mein
zindagi tujh ko tire dard ke har ik pal ko
ham ne jis tarah guzaaraa hai khudaa jaantaa hai
Ghazalग़ज़ल
har taraf dhuup kaa nagar mujh mein
हर तरफ़ धूप का नगर मुझ में
rakkhi thi tasvir tumhaari aankhon mein
रक्खी थी तस्वीर तुम्हारी आँखों में
gar hamein teraa sahaaraa hai, khudaa jaantaa hai
गर हमें तेरा सहारा है, ख़ुदा जानता है
mujh se unchaa tiraa qad hai, had hai
मुझ से ऊँचा तिरा क़द है, हद है
mujhe yaqin dilaa haalat-e-gumaan se nikaal
मुझे यक़ीन दिला हालत-ए-गुमाँ से निकाल





