ham aur uTha.enge ehsan jan-navazi ke
hamen to saans bhi lena giran guzarta hai

Jigar Barelvi
Jigar Barelvi
Sherशेर
See all 16 →ham aur uTha.enge ehsan jan-navazi ke
हम और उठाएँगे एहसान जाँ-नवाज़ी के
ye sher mere use suna do
ये शेर मेरे उसे सुना दो
tasalli aap ne di farq hai haan dil ki halat men
तसल्ली आप ने दी फ़र्क़ है हाँ दिल की हालत में
ishq ko ek umr chahiye aur
इश्क़ को एक उम्र चाहिए और
tum nahin paas koi paas nahin
तुम नहीं पास कोई पास नहीं
qadam mila ke zamane ke saath chal na sake
क़दम मिला के ज़माने के साथ चल न सके
Popular Sher & Shayari
32 totalye sher mere use suna do
puchhe jo koi 'jigar' main kya huun
tasalli aap ne di farq hai haan dil ki halat men
jo tham tham kar khalish hoti thi paiham hoti jaati hai
ishq ko ek umr chahiye aur
umr ka koi e'tibar nahin
tum nahin paas koi paas nahin
ab mujhe zindagi ki aas nahin
qadam mila ke zamane ke saath chal na sake
bahut sambhal ke chale ham magar sambhal na sake
tasalli aap ne di farq hai haan dil ki haalat mein
jo tham tham kar khalish hoti thi paiham hoti jaati hai
ye sher mere use sunaa do
puchhe jo koi 'jigar' main kyaa huun
ishq mein qadr-e-khastagi ki ummid
ai 'jigar' hosh ki davaa kijiye
aaj kyaa jaane kyaa hai hone ko
ji bahut chaahtaa hai rone ko
dard ho dukh ho to davaa kiije
phaT paDe aasmaan to kyaa kiije
maraz-e-ishq ko shifaa samjhe
dard ko dard ki davaa samjhe
Ghazalग़ज़ल
jazb-e-dil kaargar nahin hotaa
जज़्ब-ए-दिल कारगर नहीं होता
ham ko taasir-e-gham se marnaa hai
हम को तासीर-ए-ग़म से मरना है
nahin ki chaara-e-dard-e-nihaan nahin maalum
नहीं कि चारा-ए-दर्द-ए-निहाँ नहीं मालूम
aah ham hain aur shikasta-paaiyaan
आह हम हैं और शिकस्ता-पाइयाँ
kyuun aashnaa-e-gham dil-e-vahshat-asar nahin
क्यूँ आश्ना-ए-ग़म दिल-ए-वहशत-असर नहीं
teri be-iltifaati kyaa koi kam hoti jaati hai
तेरी बे-इल्तिफ़ाती क्या कोई कम होती जाती है





