"'kanval' khushi ki hua karti hai yunhi takmil gham-e-hayat ke har bahr-e-be-karan se guzar"

Kanval Dibaivi
kanval Dibaivi
Sherशेर
'kanval' khushi ki hua karti hai yunhi takmil
'कँवल' ख़ुशी की हुआ करती है यूँही तकमील
hansi men kaTti thiin raten khushi men din guzarta tha
हँसी में कटती थीं रातें ख़ुशी में दिन गुज़रता था
jis ne buniyad gulistan ki kabhi Daali thi
जिस ने बुनियाद गुलिस्ताँ की कभी डाली थी
gham-e-dauran gham-e-janan gham-e-uqba gham-e-duniya
ग़म-ए-दौराँ ग़म-ए-जानाँ ग़म-ए-उक़्बा ग़म-ए-दुनिया
kuchh bujhi bujhi si hai anjuman na jaane kyuun
कुछ बुझी बुझी सी है अंजुमन न जाने क्यूँ
zindagi gum na dosti gum hai
ज़िंदगी गुम न दोस्ती गुम है
Popular Sher & Shayari
12 total"hansi men kaTti thiin raten khushi men din guzarta tha 'kanval' maazi ka afsana na tum bhule na ham bhule"
"jis ne buniyad gulistan ki kabhi Daali thi us ko gulshan se guzarne nahin deti duniya"
"gham-e-dauran gham-e-janan gham-e-uqba gham-e-duniya 'kanval' is zindagi men gham ke maron ko na chain aaya"
"kuchh bujhi bujhi si hai anjuman na jaane kyuun zindagi men pinhan hai ik chubhan na jaane kyuun"
"zindagi gum na dosti gum hai ye haqiqat hai aadmi gum hai"
'kanval' khushi ki huaa karti hai yunhi takmil
gham-e-hayaat ke har bahr-e-be-karaan se guzar
hansi mein kaTti thiin raatein khushi mein din guzartaa thaa
'kanval' maazi kaa afsaana na tum bhule na ham bhule
jis ne buniyaad gulistaan ki kabhi Daali thi
us ko gulshan se guzarne nahin deti duniyaa
gham-e-dauraan gham-e-jaanaan gham-e-uqbaa gham-e-duniyaa
'kanval' is zindagi mein gham ke maaron ko na chain aayaa
kuchh bujhi bujhi si hai anjuman na jaane kyuun
zindagi mein pinhaan hai ik chubhan na jaane kyuun
zindagi gum na dosti gum hai
ye haqiqat hai aadmi gum hai
Ghazalग़ज़ल
gham kaa izhaar bhi karne nahin deti duniyaa
ग़म का इज़हार भी करने नहीं देती दुनिया
nazar kaa mil ke Takraanaa na tum bhule na ham bhule
नज़र का मिल के टकराना न तुम भूले न हम भूले
kuchh bujhi bujhi si hai anjuman na jaane kyuun
कुछ बुझी बुझी सी है अंजुमन न जाने क्यूँ
taajjub ye nahin hai gham ke maaron ko na chain aayaa
तअज्जुब ये नहीं है ग़म के मारों को न चैन आया
maah o anjum ki raushni gum hai
माह ओ अंजुम की रौशनी गुम है





