aansu aansu jis ne dariya paar kiye
qatra qatra aab men uljha baiTha hai

Mashkoor Husain Yaad
Mashkoor Husain Yaad
Sherशेर
See all 8 →aansu aansu jis ne dariya paar kiye
आँसू आँसू जिस ने दरिया पार किए
khush na ho an.suon ki barish par
ख़ुश न हो आँसुओं की बारिश पर
behtar hai ki ab khud se juda ho ke bhi dekhen
बेहतर है कि अब ख़ुद से जुदा हो के भी देखें
naqab uThao to har shai ko paoge salim
नक़ाब उठाओ तो हर शय को पाओगे सालिम
aala men to adna ke havale hi havale
आला में तो अदना के हवाले ही हवाले
umr guzri safar ke pahlu men
उम्र गुज़री सफ़र के पहलू में
Popular Sher & Shayari
16 totalkhush na ho an.suon ki barish par
barq hai chashm-e-tar ke pahlu men
behtar hai ki ab khud se juda ho ke bhi dekhen
dariya men to dariya ka havala nahin milta
naqab uThao to har shai ko paoge salim
ye ka.enat ba-taur-e-hijab TuTti hai
aala men to adna ke havale hi havale
adna hi men aala ka havala nahin milta
umr guzri safar ke pahlu men
khuub se khub-tar ke pahlu men
khush na ho aansuon ki baarish par
barq hai chashm-e-tar ke pahlu mein
behtar hai ki ab khud se judaa ho ke bhi dekhein
dariyaa mein to dariyaa kaa havaala nahin miltaa
naqaab uThaao to har shai ko paaoge saalim
ye kaaenaat ba-taur-e-hijaab TuTti hai
aalaa mein to adnaa ke havaale hi havaale
adnaa hi mein aalaa kaa havaala nahin miltaa
in ashkon kaa dil se kyaa taalluq
ye shoale jigar se aa rahe hain
hamaare aasmaan kaa har sitaara sab pe raushan hai
kisi zakhm-e-mohabbat ko nihaan ham ne nahin rakkhaa
Ghazalग़ज़ल
umr guzri safar ke pahlu mein
उम्र गुज़री सफ़र के पहलू में
zamaana be-karaan thaa be-karaan ham ne nahin rakkhaa
ज़माना बे-कराँ था बे-कराँ हम ने नहीं रक्खा
jab dida-e-binaa kaa havaala nahin miltaa
जब दीदा-ए-बीना का हवाला नहीं मिलता
yunhi fareb-e-nazar ki tanaab TuTti hai
यूँही फ़रेब-ए-नज़र की तनाब टूटती है
baaton ke nagar se aa rahe hain
बातों के नगर से आ रहे हैं





