qatl-e-husain asl men marg-e-yazid hai
islam zinda hota hai har karbala ke ba.ad

Maulana Mohammad Ali Jauhar
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Sherशेर
See all 10 →qatl-e-husain asl men marg-e-yazid hai
क़त्ल-ए-हुसैन अस्ल में मर्ग-ए-यज़ीद है
tauhid to ye hai ki khuda hashr men kah de
तौहीद तो ये है कि ख़ुदा हश्र में कह दे
na namaz aati hai mujh ko na vazu aata hai
न नमाज़ आती है मुझ को न वज़ू आता है
saari duniya ye samajhti hai ki sauda.i hai
सारी दुनिया ये समझती है कि सौदाई है
vahi din hai hamari iid ka din
वही दिन है हमारी ईद का दिन
daur-e-hayat aa.ega qatil qaza ke ba.ad
दौर-ए-हयात आएगा क़ातिल क़ज़ा के ब'अद
Popular Sher & Shayari
20 totaltauhid to ye hai ki khuda hashr men kah de
ye banda zamane se khafa mere liye hai
na namaz aati hai mujh ko na vazu aata hai
sajda kar leta huun jab samne tu aata hai
saari duniya ye samajhti hai ki sauda.i hai
ab mira hosh men aana tiri rusva.i hai
vahi din hai hamari iid ka din
jo tiri yaad men guzarta hai
daur-e-hayat aa.ega qatil qaza ke ba.ad
hai ibtida hamari tiri intiha ke ba.ad
vahi din hai hamaari iid kaa din
jo tiri yaad mein guzartaa hai
daur-e-hayaat aaegaa qaatil qazaa ke baad
hai ibtidaa hamaari tiri intihaa ke baad
qatl-e-husain asl mein marg-e-yazid hai
islaam zinda hotaa hai har karbalaa ke baad
tauhid to ye hai ki khudaa hashr mein kah de
ye banda zamaane se khafaa mere liye hai
na namaaz aati hai mujh ko na vazu aataa hai
sajda kar letaa huun jab saamne tu aataa hai
saari duniyaa ye samajhti hai ki saudaai hai
ab miraa hosh mein aanaa tiri rusvaai hai
Ghazalग़ज़ल
khaak jiinaa hai agar maut se Darnaa hai yahi
ख़ाक जीना है अगर मौत से डरना है यही
tishna-lab huun muddaton se dekhiye
तिश्ना-लब हूँ मुद्दतों से देखिए
hai rashk kyon ye ham ko sar-e-daar dekh kar
है रश्क क्यों ये हम को सर-ए-दार देख कर
soz-e-darun se jal-bujho lekin dhuaan na ho
सोज़-ए-दरूँ से जल-बुझो लेकिन धुआँ न हो
laakh harbe sahi har vaz' ke shaitaan ke paas
लाख हरबे सही हर वज़' के शैतान के पास
junun hi se magar bilkul dil-e-divaana khaali hai
जुनूँ ही से मगर बिल्कुल दिल-ए-दीवाना ख़ाली है





