jis roz kisi aur pe bedad karoge
ye yaad rahe ham ko bahut yaad karoge

Mohammad Rafi Sauda
Mohammad Rafi Sauda
Sherशेर
See all 66 →jis roz kisi aur pe bedad karoge
जिस रोज़ किसी और पे बेदाद करोगे
kaun kisi ka gham khata hai
कौन किसी का ग़म खाता है
main ne tum ko dil diya aur tum ne mujhe rusva kiya
मैं ने तुम को दिल दिया और तुम ने मुझे रुस्वा किया
'sauda' khuda ke vaste kar qissa mukhtasar
'सौदा' ख़ुदा के वास्ते कर क़िस्सा मुख़्तसर
gul phenke hai auron ki taraf balki samar bhi
गुल फेंके है औरों की तरफ़ बल्कि समर भी
jab yaar ne uTha kar zulfon ke baal bandhe
जब यार ने उठा कर ज़ुल्फ़ों के बाल बाँधे
Popular Sher & Shayari
132 totalkaun kisi ka gham khata hai
kahne ko gham-khvar hai duniya
main ne tum ko dil diya aur tum ne mujhe rusva kiya
main ne tum se kya kiya aur tum ne mujh se kya kiya
'sauda' khuda ke vaste kar qissa mukhtasar
apni to niind uD ga.i tere fasane men
gul phenke hai auron ki taraf balki samar bhi
ai khana-bar-andaz-e-chaman kuchh to idhar bhi
jab yaar ne uTha kar zulfon ke baal bandhe
tab main ne apne dil men lakhon khayal bandhe
firaaq-e-khuld se gandum hai sina-chaak ab tak
ilaahi ho na vatan se koi gharib judaa
kis munh se phir tu aap ko kahtaa hai ishq-baaz
ai ru-siyaah tujh se to ye bhi na ho sakaa
'saudaa' se shakhs ke taiin aazurda kijiye
ai khud-parast haif nahin tu vafaa-parast
ishq se to nahin huun main vaaqif
dil ko shoala saa kuchh lipaTtaa hai
ve suratein ilaahi kis mulk bastiyaan hain
ab dekhne ko jin ke aankhein tarastiyaan hain
ammaame ko utaar ke paDhiyo namaaz shaikh
sajde se varna sar ko uThaayaa na jaaegaa
Ghazalग़ज़ल
nasim hai tire kuche mein aur sabaa bhi hai
नसीम है तिरे कूचे में और सबा भी है
baar-haa dil ko main samjhaa ke kahaa kyaa kyaa kuchh
बार-हा दिल को मैं समझा के कहा क्या क्या कुछ
hasti ko tiri bas hai miyaan gul ki ishaarat
हस्ती को तिरी बस है मियाँ गुल की इशारत
sadma har-chand tire jaur se jaan par aayaa
सदमा हर-चंद तिरे जौर से जाँ पर आया
ai aah tiri qadr asar ne to na jaani
ऐ आह तिरी क़द्र असर ने तो न जानी
chehre pe na ye naqaab dekhaa
चेहरे पे न ये नक़ाब देखा





