"bastiyan kaise na mamnun hon divanon ki vus.aten in men vahi laate hain viranon ki"

Mukhtar Siddiqui
Mukhtar Siddiqui
Sherशेर
See all 11 →bastiyan kaise na mamnun hon divanon ki
बस्तियाँ कैसे न मम्नून हों दीवानों की
ibrat-abad bhi dil hote hain insanon ke
इबरत-आबाद भी दिल होते हैं इंसानों के
meri ankhon hi men the an-kahe pahlu us ke
मेरी आँखों ही में थे अन-कहे पहलू उस के
main to har dhuup men sayon ka raha huun juuya
मैं तो हर धूप में सायों का रहा हूँ जूया
kabhi faslon ki masafaton pe ubuur ho to ye kah sukun
कभी फ़ासलों की मसाफ़तों पे उबूर हो तो ये कह सुकूँ
nur-e-sahar kahan hai agar sham-e-gham ga.i
नूर-ए-सहर कहाँ है अगर शाम-ए-ग़म गई
Popular Sher & Shayari
22 total"ibrat-abad bhi dil hote hain insanon ke daad milti bhi nahin khun-shuda armanon ki"
"meri ankhon hi men the an-kahe pahlu us ke vo jo ik baat suni meri zabani tum ne"
"main to har dhuup men sayon ka raha huun juuya mujh se likhva.i sarabon ki kahani tum ne"
"kabhi faslon ki masafaton pe ubuur ho to ye kah sukun mira jurm hasrat-e-qurb hai to yahi kami yahan sab men hai"
"nur-e-sahar kahan hai agar sham-e-gham ga.i kab iltifat tha ki jo khu-e-sitam ga.i"
kyaa kyaa pukaarein sisakti dekhin lafzon ke zindaanon mein
chup hi ki talqin kare hai ghairat-mand zamir hamein
sahar-e-azal ko jo di gai vahi aaj tak hai musaafiri
ai tai karein to pata chale kahaan kaun kis ki talab mein hai
meri aankhon hi mein the an-kahe pahlu us ke
vo jo ik baat suni meri zabaani tum ne
main to har dhuup mein saayon kaa rahaa huun juuyaa
mujh se likhvaai saraabon ki kahaani tum ne
kabhi faaslon ki masaafaton pe ubuur ho to ye kah sukun
miraa jurm hasrat-e-qurb hai to yahi kami yahaan sab mein hai
nur-e-sahar kahaan hai agar shaam-e-gham gai
kab iltifaat thaa ki jo khu-e-sitam gai
Ghazalग़ज़ल
tire jalve tere hijaab ko meri hairaton se numu mili
तिरे जल्वे तेरे हिजाब को मेरी हैरतों से नुमू मिली
thi to sahi par aaj se pahle aisi haqir faqir na thi
थी तो सही पर आज से पहले ऐसी हक़ीर फ़क़ीर न थी
dhyaan ki mauj ko phir aaina-simaa kar lein
ध्यान की मौज को फिर आइना-सीमा कर लें
phir bahaar aai hai phir josh mein saudaa hogaa
फिर बहार आई है फिर जोश में सौदा होगा
shokh the rang har ik daur mein afsaanon ke
शोख़ थे रंग हर इक दौर में अफ़्सानों के
is ki shikaayat kaun karegaa dil ki vo haalat gar na rahi
इस की शिकायत कौन करेगा दिल की वो हालत गर न रही





