duniya badal ga.i thi koi gham na tha mujhe
tum bhi badal ga.e the ye hairani kha ga.i

Nadeem Gullani
Nadeem Gullani
Sherशेर
See all 7 →duniya badal ga.i thi koi gham na tha mujhe
दुनिया बदल गई थी कोई ग़म न था मुझे
umr bhar rahna hai ta.abir se gar duur tumhen
उम्र भर रहना है ताबीर से गर दूर तुम्हें
tamam umr tire intizar men hamdam
तमाम उम्र तिरे इंतिज़ार में हमदम
tujh se main jang ka elaan bhi kar hi dunga
तुझ से मैं जंग का एलान भी कर ही दूँगा
tu samajhta hai gar fuzul mujhe
तू समझता है गर फ़ुज़ूल मुझे
tumhen hamari mohabbaton ke hasin jazbe bula rahe hain
तुम्हें हमारी मोहब्बतों के हसीन जज़्बे बुला रहे हैं
Popular Sher & Shayari
14 totalumr bhar rahna hai ta.abir se gar duur tumhen
phir mire khvab men aane ki zarurat kya hai
tamam umr tire intizar men hamdam
khizan-rasida raha huun bahar kar mujh ko
tujh se main jang ka elaan bhi kar hi dunga
mere dushman tu mire qad ke barabar to aa
tu samajhta hai gar fuzul mujhe
kar ke himmat zara sa bhuul mujhe
tumhen hamari mohabbaton ke hasin jazbe bula rahe hain
jo ham ne likkhe the tum pe hamdam vo saare naghme bula rahe hain
tamaam umr tire intizaar mein hamdam
khizaan-rasida rahaa huun bahaar kar mujh ko
umr bhar rahnaa hai taabir se gar duur tumhein
phir mire khvaab mein aane ki zarurat kyaa hai
tujh se main jang kaa elaan bhi kar hi dungaa
mere dushman tu mire qad ke baraabar to aa
tumhein hamaari mohabbaton ke hasin jazbe bulaa rahe hain
jo ham ne likkhe the tum pe hamdam vo saare naghme bulaa rahe hain
nahin hai jis kaa hal ab to koi 'nadim' bas ik sivaa tumhaare
main ek aisaa hi masala huun mujhe duaaon mein yaad rakhnaa
duniyaa badal gai thi koi gham na thaa mujhe
tum bhi badal gae the ye hairaani khaa gai
Ghazalग़ज़ल
saahil pe tere baad ki viraani khaa gai
साहिल पे तेरे ब'अद की वीरानी खा गई
tiri qurbatein hain sakun jaan-e-jaanaan
तिरी क़ुर्बतें हैं सकूँ जान-ए-जानाँ
tumhein hamaari mohabbaton ke hasin jazbe bulaa rahe hain
तुम्हें हमारी मोहब्बतों के हसीन जज़्बे बुला रहे हैं
tu samajhtaa hai gar fuzul mujhe
तू समझता है गर फ़ुज़ूल मुझे
apni uljhan ko baDhaane ki zarurat kyaa hai
अपनी उलझन को बढ़ाने की ज़रूरत क्या है
fuzul vaqt samajh ke guzaar kar mujh ko
फ़ुज़ूल वक़्त समझ के गुज़ार कर मुझ को





