bura.i bhala.i ki surat hui
mohabbat men sab kuchh rava ho gaya

Pandit Jawahar Nath Saqi
Pandit Jawahar Nath Saqi
Sherशेर
See all 26 →bura.i bhala.i ki surat hui
बुराई भलाई की सूरत हुई
dil bhi ab pahlu-tahi karne laga
दिल भी अब पहलू-तही करने लगा
jazba-e-ishq chahiye suufi
जज़्बा-ए-इश्क़ चाहिए सूफ़ी
ye risala ishq ka hai adaq tire ghaur karne ka hai sabaq
ये रिसाला इश्क़ का है अदक़ तिरे ग़ौर करने का है सबक़
mahv-e-liqa jo hain malakuti-khisal hain
महव-ए-लिक़ा जो हैं मलकूती-ख़िसाल हैं
nigah-e-naz se is chust qaba ne dekha
निगह-ए-नाज़ से इस चुस्त क़बा ने देखा
Popular Sher & Shayari
52 totaldil bhi ab pahlu-tahi karne laga
ho gaya tum sa tumhari yaad men
jazba-e-ishq chahiye suufi
jo hai afsurda ahl-e-hal nahin
ye risala ishq ka hai adaq tire ghaur karne ka hai sabaq
kabhi dekh is ko varaq varaq mira siina gham ki kitab hai
mahv-e-liqa jo hain malakuti-khisal hain
bedar ho ke bhi nazar aate hain khvab men
nigah-e-naz se is chust qaba ne dekha
shauq betab gul-e-chak-e-gareban samjha
apne junun-kade se nikaltaa hi ab nahin
saaqi jo mai-farosh sar-e-rahguzaar thaa
falak pe chaand sitaare nikalte hain har shab
sitam yahi hai nikaltaa nahin hamaaraa chaand
ham ko bharam ne bahr-e-tavahhum banaa diyaa
dariyaa samajh ke kuud paDe ham saraab mein
vo maah jalva dikhaa kar hamein huaa ru-posh
ye aarzu hai ki nikle kahin dobaaraa chaand
qaalib ko apne chhoD ke maqlub ho gae
kyaa aur koi qalb hai is inqalaab mein
jazba-e-ishq chaahiye suufi
jo hai afsurda ahl-e-haal nahin
Ghazalग़ज़ल
dil-e-shahid huaa hai shahid-e-husn-e-sifaat
दिल-ए-शहीद हुआ है शहीद-ए-हुस्न-ए-सिफ़ात
kar sair apne dil ki hai nuur kaa tamaashaa
कर सैर अपने दिल की है नूर का तमाशा
vaah kyaa ham ko banaayaa aur banaa kar rah gae
वाह क्या हम को बनाया और बना कर रह गए
daagh-e-gham-e-firaaq miTaayaa na jaaegaa
दाग़-ए-ग़म-ए-फ़िराक़ मिटाया न जाएगा
ham se jo ahd thaa vo ahd-shikan bhuul gayaa
हम से जो अहद था वो अहद-शिकन भूल गया
hasti-e-nist-numaa dida-e-hairaan samjhaa
हस्ती-ए-नीस्त-नुमा दीदा-ए-हैराँ समझा





