Sher
kisi ki zulf ke saude men raat ki hai basar
kisi ke rukh ke tasavvur men din tamam kiya
P
Peer Sher Mohammad AjizPeer Sher Mohammad Ajiz
kisi ki zulf ke saude men raat ki hai basar
किसी की ज़ुल्फ़ के सौदे में रात की है बसर
na to main huur ka maftun na pari ka ashiq
न तो मैं हूर का मफ़्तूँ न परी का आशिक़
jab us ne mira khat na chhua haath se apne
जब उस ने मिरा ख़त न छुआ हाथ से अपने
phaT jaate hain zakhm-e-dil-e-betab ke angur
फट जाते हैं ज़ख़्म-ए-दिल-ए-बेताब के अंगूर
shab-e-vasl aaj vo takid karte hain mohabbat se
शब-ए-वस्ल आज वो ताकीद करते हैं मोहब्बत से
suna hai arsh-e-ilahi isi ko kahte hain
सुना है अर्श-ए-इलाही इसी को कहते हैं
kisi ki zulf ke saude men raat ki hai basar
kisi ke rukh ke tasavvur men din tamam kiya
na to main huur ka maftun na pari ka ashiq
khaak ke putle ka hai khaak ka putla ashiq
jab us ne mira khat na chhua haath se apne
qasid ne bhi chipka diya divar se kaghaz
phaT jaate hain zakhm-e-dil-e-betab ke angur
saaqi tire hathon se jo saghar nahin milta
shab-e-vasl aaj vo takid karte hain mohabbat se
abhi so rahne do kuchh raat guzre to jaga lena
suna hai arsh-e-ilahi isi ko kahte hain
tavaf-e-ka.aba-e-dil ham ne sub.h-o-sham kiya
kisi ki zulf ke saude mein raat ki hai basar
kisi ke rukh ke tasavvur mein din tamaam kiyaa
na to main huur kaa maftun na pari kaa aashiq
khaak ke putle kaa hai khaak kaa putlaa aashiq
jab us ne miraa khat na chhuaa haath se apne
qaasid ne bhi chipkaa diyaa divaar se kaaghaz
phaT jaate hain zakhm-e-dil-e-betaab ke angur
saaqi tire haathon se jo saaghar nahin miltaa
shab-e-vasl aaj vo taakid karte hain mohabbat se
abhi so rahne do kuchh raat guzre to jagaa lenaa
sunaa hai arsh-e-ilaahi isi ko kahte hain
tavaaf-e-kaaba-e-dil ham ne subh-o-shaam kiyaa