"dil ke har juzv men juda.i hai dard uThe aabla agar baiThe"
Qalaq Merathi
Qalaq Merathi
Sherशेर
See all 51 →dil ke har juzv men juda.i hai
दिल के हर जुज़्व में जुदाई है
pahle rakh le tu apne dil par haath
पहले रख ले तू अपने दिल पर हाथ
tu hai harja.i to apna bhi yahi taur sahi
तू है हरजाई तो अपना भी यही तौर सही
tujh se ai zindagi ghabra hi chale the ham to
तुझ से ऐ ज़िंदगी घबरा ही चले थे हम तो
ho mohabbat ki khabar kuchh to khabar phir kyuun ho
हो मोहब्बत की ख़बर कुछ तो ख़बर फिर क्यूँ हो
bosa dene ki chiiz hai akhir
बोसा देने की चीज़ है आख़िर
Popular Sher & Shayari
102 total"pahle rakh le tu apne dil par haath phir mire khat ko paDh likha kya hai"
"tu hai harja.i to apna bhi yahi taur sahi tu nahin aur sahi aur nahin aur sahi"
"tujh se ai zindagi ghabra hi chale the ham to par tashaffi hai ki ik dushman-e-jan rakhte hain"
"ho mohabbat ki khabar kuchh to khabar phir kyuun ho ye bhi ik be-khabari hai ki khabar rakhte hain"
"bosa dene ki chiiz hai akhir na sahi har ghaDi kabhi hi sahi"
naala kartaa huun log sunte hain
aap se meraa kuchh kalaam nahin
har sang mein kaabe ke nihaan ishva-e-but hai
kyaa baani-e-islaam bhi ghaarat-gar-e-din thaa
amn aur tere ahd mein zaalim
kis tarah khaak-e-rahguzar baiThe
kasrat-e-sajda se pashemaan hain
ki tiraa naqsh-e-paa miTaa baiThe
dil ke har juzv mein judaai hai
dard uThe aabla agar baiThe
khud ko kabhi na dekhaa aaine hi ko dekhaa
ham se to kyaa ki khud se naa-aashnaa rahaa hai
Ghazalग़ज़ल
dil ke har juzv mein judaai hai
दिल के हर जुज़्व में जुदाई है
kis qadar dilrubaa-numaa hai dil
किस क़दर दिलरुबा-नुमा है दिल
tere vaade kaa ikhtitaam nahin
तेरे वादे का इख़्तिताम नहीं
na pahunche haath jis kaa zoaf se taa-zist daaman tak
न पहुँचे हाथ जिस का ज़ोफ़ से ता-ज़ीस्त दामन तक
vahi vaada hai vahi aarzu vahi apni umr-e-tamaam hai
वही वा'दा है वही आरज़ू वही अपनी उम्र-ए-तमाम है
duuri mein kyuun ki ho na tamannaa huzur ki
दूरी में क्यूँ कि हो न तमन्ना हुज़ूर की





