Sher
dil ka sukun rizq ke hangame kha ga.e
sukh aadmi ka chand nivalon ne Das liya

Ram Awtar Gupta Muztar
dil ka sukun rizq ke hangame kha ga.e
दिल का सुकून रिज़्क़ के हंगामे खा गए
duniya tere naam se mujh ko pahchane
दुनिया तेरे नाम से मुझ को पहचाने
lamha lamha bikhar raha huun main
लम्हा लम्हा बिखर रहा हूँ मैं
sham-e-avadh ne zulf men gundhe nahin hain phuul
शाम-ए-अवध ने ज़ुल्फ़ में गूँधे नहीं हैं फूल
rah-e-qarar ajab rah-e-be-qarari hai
रह-ए-क़रार अजब राह-ए-बे-क़रारी है
be-din hue iman diya ham ishq men sab kuchh kho baiThe
बे-दीन हुए ईमान दिया हम इश्क़ में सब कुछ खो बैठे
dil ka sukun rizq ke hangame kha ga.e
sukh aadmi ka chand nivalon ne Das liya
duniya tere naam se mujh ko pahchane
ishq men aisa rusva kar de ya-allah
lamha lamha bikhar raha huun main
apni takmil kar raha huun main
sham-e-avadh ne zulf men gundhe nahin hain phuul
tere baghair sub.h-e-banaras udaas hai
rah-e-qarar ajab rah-e-be-qarari hai
ruke hue hain musafir safar bhi jaari hai
be-din hue iman diya ham ishq men sab kuchh kho baiThe
aur jin ko samajhte the apna vo aur kisi ke ho baiThe
navaazaa hai mujhe patthar se jis ne
use main phuul de kar dekhtaa huun
shaam-e-avadh ne zulf mein gundhe nahin hain phuul
tere baghair subh-e-banaras udaas hai
teraa honaa na maan kar goyaa
tujh ko taslim kar rahaa huun main
dil kaa sukun rizq ke hangaame khaa gae
sukh aadmi kaa chand nivaalon ne Das liyaa
duniyaa tere naam se mujh ko pahchaane
ishq mein aisaa rusvaa kar de yaa-allaah
rah-e-qaraar ajab raah-e-be-qaraari hai
ruke hue hain musaafir safar bhi jaari hai