kaam aa.egi mizaj-e-ishq ki ashuftagi
aur kuchh ho ya na ho hangama-e-mahfil sahi

Saba Akbarabadi
Saba Akbarabadi
Sherशेर
See all 34 →kaam aa.egi mizaj-e-ishq ki ashuftagi
काम आएगी मिज़ाज-ए-इश्क़ की आशुफ़्तगी
gham-e-dauran ko baDi chiiz samajh rakkha tha
ग़म-ए-दौराँ को बड़ी चीज़ समझ रक्खा था
jab ishq tha to dil ka ujala tha dahr men
जब इश्क़ था तो दिल का उजाला था दहर में
apne jalne men kisi ko nahin karte hain sharik
अपने जलने में किसी को नहीं करते हैं शरीक
samjhega aadmi ko vahan kaun aadmi
समझेगा आदमी को वहाँ कौन आदमी
doston se ye kahun kya ki miri qadr karo
दोस्तों से ये कहूँ क्या कि मिरी क़द्र करो
Popular Sher & Shayari
68 totalgham-e-dauran ko baDi chiiz samajh rakkha tha
kaam jab tak na paDa tha gham-e-janan se hamen
jab ishq tha to dil ka ujala tha dahr men
koi charagh nur-badaman nahin hai ab
apne jalne men kisi ko nahin karte hain sharik
raat ho jaa.e to ham sham.a bujha dete hain
samjhega aadmi ko vahan kaun aadmi
banda jahan khuda ko khuda manta nahin
doston se ye kahun kya ki miri qadr karo
abhi arzan huun kabhi paoge nayab mujhe
ravaan hai qaafila-e-ruh-e-iltifaat abhi
hamaari raah se haT jaae kaaenaat abhi
kaun uThaae ishq ke anjaam ki jaanib nazar
kuchh asar baaqi hain ab tak hairat-e-aaghaaz ke
musaafiraan-e-rah-e-shauq sust-e-gaam ho kyuun
qadam baDhaae hue haan qadam baDhaae hue
aap ke lab pe aur vafaa ki qasam
kyaa qasam khaai hai khudaa ki qasam
apne jalne mein kisi ko nahin karte hain sharik
raat ho jaae to ham shama bujhaa dete hain
gham-e-dauraan ko baDi chiiz samajh rakkhaa thaa
kaam jab tak na paDaa thaa gham-e-jaanaan se hamein
Ghazalग़ज़ल
kasrat-e-jalva ko aaina-e-vahdat samjho
कसरत-ए-जल्वा को आईना-ए-वहदत समझो
yagaana ban ke ho jaae vo begaana to kyaa hogaa
यगाना बन के हो जाए वो बेगाना तो क्या होगा
us kaa vaada taa-qayaamat kam se kam
उस का वादा ता-क़यामत कम से कम
aaina ban jaaiye jalva-asar ho jaaiye
आईना बन जाइए जल्वा-असर हो जाइए
tujh se daaman-kashaan nahin huun main
तुझ से दामन-कशाँ नहीं हूँ मैं
tum ne rasm-e-jafaa uThaa di hai
तुम ने रस्म-ए-जफ़ा उठा दी है





