"jhuTi ummid ki ungli ko pakaDna chhoDo dard se baat karo dard se laDna chhoDo"

Salman Akhtar
Salman Akhtar
Sherशेर
See all 29 →jhuTi ummid ki ungli ko pakaDna chhoDo
झूटी उम्मीद की उँगली को पकड़ना छोड़ो
kaise ho kya hai haal mat puchho
कैसे हो क्या है हाल मत पूछो
guftugu tiir si lagi dil men
गुफ़्तुगू तीर सी लगी दिल में
chand suraj ki tarah tum bhi ho qudrat ka khel
चाँद सूरज की तरह तुम भी हो क़ुदरत का खेल
jab ye maana ki dil men Dar hai bahut
जब ये माना कि दिल में डर है बहुत
ik vahi shakhs mujh ko yaad raha
इक वही शख़्स मुझ को याद रहा
Popular Sher & Shayari
58 total"kaise ho kya hai haal mat puchho mujh se mushkil saval mat puchho"
"guftugu tiir si lagi dil men ab hai shayad ilaaj sannaTa"
"chand suraj ki tarah tum bhi ho qudrat ka khel jaise ho vaise raho banna bigaDna chhoDo"
"jab ye maana ki dil men Dar hai bahut tab kahin ja ke dil se Dar nikla"
"ik vahi shakhs mujh ko yaad raha jis ko samjha tha bhuul ja.unga"
kaise ho kyaa hai haal mat puchho
mujh se mushkil savaal mat puchho
kuchh to apne liye bhi rakhnaa hai
zakhm auron ko kyuun dikhaaein sab
ham jo pahle kahin mile hote
aur hi apne silsile hote
zindagi is qadar kaThin kyuun hai
aadmi ki bhalaa khataa kyaa hai
ye alag baat ki vo mujh se khafaa rahtaa hai
main ik insaan huun aur mujh mein khudaa rahtaa hai
jhaankte raat ke garebaan se
ham ne sau aaftaab dekhe hain
Ghazalग़ज़ल
zulm hai takht taaj sannaaTaa
ज़ुल्म है तख़्त ताज सन्नाटा
kyaa dikhaataa hai ye safar dekho
क्या दिखाता है ये सफ़र देखो
ye tamannaa hai ki ab aur tamannaa na karein
ये तमन्ना है कि अब और तमन्ना न करें
dosti kuchh nahin ulfat kaa sila kuchh bhi nahin
दोस्ती कुछ नहीं उल्फ़त का सिला कुछ भी नहीं
ham jo pahle kahin mile hote
हम जो पहले कहीं मिले होते
kisi qismat mein ek ghar niklaa
किसी क़िस्मत में एक घर निकला





