Sher
dar-ba-dar hone se pahle kabhi socha bhi na tha
ghar mujhe raas na aaya to kidhar ja.unga

Saqi Amrohvi
dar-ba-dar hone se pahle kabhi socha bhi na tha
दर-ब-दर होने से पहले कभी सोचा भी न था
madrasa mera meri zaat men hai
मदरसा मेरा मेरी ज़ात में है
zindagi bhar mujhe is baat ki hasrat hi rahi
ज़िंदगी भर मुझे इस बात की हसरत ही रही
mujh ko kya kya na dukh mile 'saqi'
मुझ को क्या क्या न दुख मिले 'साक़ी'
men ab tak din ke hangamon men gum tha
में अब तक दिन के हंगामों में गुम था
tu nahin to tira khayal sahi
तू नहीं तो तिरा ख़याल सही
dar-ba-dar hone se pahle kabhi socha bhi na tha
ghar mujhe raas na aaya to kidhar ja.unga
madrasa mera meri zaat men hai
khud moallim huun khud kitab huun main
zindagi bhar mujhe is baat ki hasrat hi rahi
din guzarun to koi raat suhani aa.e
mujh ko kya kya na dukh mile 'saqi'
mere apnon ki mehrbani se
men ab tak din ke hangamon men gum tha
magar ab shaam hoti ja rahi hai
tu nahin to tira khayal sahi
koi to ham-khayal hai mera
kitne hi gham nikharne lagte hain
ek lamhe ki shaadmaani se
zindagi bhar mujhe is baat ki hasrat hi rahi
din guzaarun to koi raat suhaani aae
madrasa meraa meri zaat mein hai
khud moallim huun khud kitaab huun main
tu nahin to tiraa khayaal sahi
koi to ham-khayaal hai meraa
dar-ba-dar hone se pahle kabhi sochaa bhi na thaa
ghar mujhe raas na aayaa to kidhar jaaungaa
mujh ko kyaa kyaa na dukh mile 'saaqi'
mere apnon ki mehrbaani se