"ye kaise marhale men phans gaya hai mera ghar malik agar chhat ko bacha bhi luun to phir divar jaati hai"

Sardar Asif
Sardar Asif
Sherशेर
See all 12 →ye kaise marhale men phans gaya hai mera ghar malik
ये कैसे मरहले में फँस गया है मेरा घर मालिक
main khud ko dekhun agar dusre ki ankhon se
मैं ख़ुद को देखूँ अगर दूसरे की आँखों से
ho lene do barish ham bhi ro lenge
हो लेने दो बारिश हम भी रो लेंगे
khat ho koi kitab ho ya dil ka zakhm ho
ख़त हो कोई किताब हो या दिल का ज़ख़्म हो
khata us ki muafi se baDi hai
ख़ता उस की मुआफ़ी से बड़ी है
ye baat sach hai ki vo zindagi nahin meri
ये बात सच है कि वो ज़िंदगी नहीं मेरी
Popular Sher & Shayari
24 total"main khud ko dekhun agar dusre ki ankhon se milengi khamiyan apne hi shah-karon men"
"ho lene do barish ham bhi ro lenge dil men hain kuchh zakhm purane dho lenge"
"khat ho koi kitab ho ya dil ka zakhm ho jo bhi hai mere paas nishani usi ki hai"
"khata us ki muafi se baDi hai main kya karta saza deni paDi hai"
"ye baat sach hai ki vo zindagi nahin meri magar vo mere liye zindagi se kam bhi nahin"
aataa rahaa huun yaad main us ko tamaam umr
is zaaviye se ishq mein naakaam kab huaa
main khud ko dekhun agar dusre ki aankhon se
mileingi khaamiyaan apne hi shah-kaaron mein
ho lene do baarish ham bhi ro leinge
dil mein hain kuchh zakhm puraane dho leinge
khat ho koi kitaab ho yaa dil kaa zakhm ho
jo bhi hai mere paas nishaani usi ki hai
khataa us ki muaafi se baDi hai
main kyaa kartaa sazaa deni paDi hai
ye baat sach hai ki vo zindagi nahin meri
magar vo mere liye zindagi se kam bhi nahin
Ghazalग़ज़ल
hamaari kaavish-e-sher-o-sukhan be-kaar jaati hai
हमारी काविश-ए-शेर-ओ-सुख़न बे-कार जाती है
main jin ko DhunDne niklaa thaa gahre ghaaron mein
मैं जिन को ढूँडने निकला था गहरे ग़ारों में
ho lene do baarish ham bhi ro leinge
हो लेने दो बारिश हम भी रो लेंगे
laakh samjhaayaa magar zid pe aDi hai ab bhi
लाख समझाया मगर ज़िद पे अड़ी है अब भी
ye lafz lafz shoala-bayaani usi ki hai
ये लफ़्ज़ लफ़्ज़ शोला-बयानी उसी की है





