ankhon ne bana.i thi koi khvab ki tasvir
tum bhuul ga.e ho to kise dhyan rahega

Sarfaraz Khalid
Sarfaraz Khalid
Sherशेर
See all 47 →ankhon ne bana.i thi koi khvab ki tasvir
आँखों ने बनाई थी कोई ख़्वाब की तस्वीर
1 views
usi se puchho use niind kyuun nahin aati
उसी से पूछो उसे नींद क्यूँ नहीं आती
jo tum kahte ho mujh se pahle tum aa.e the mahfil men
जो तुम कहते हो मुझ से पहले तुम आए थे महफ़िल में
ziist ki yaksaniyat se tang aa jaate hain sab
ज़ीस्त की यकसानियत से तंग आ जाते हैं सब
main apne-ap se aage nikal gaya huun bahut
मैं अपने-आप से आगे निकल गया हूँ बहुत
na chand ka na sitaron na aftab ka hai
न चाँद का न सितारों न आफ़्ताब का है
Popular Sher & Shayari
94 totalusi se puchho use niind kyuun nahin aati
ye us ka kaam nahin hai to mera kaam hai kya
jo tum kahte ho mujh se pahle tum aa.e the mahfil men
to phir tum hi batao aaj kya kya hone vaala hai
ziist ki yaksaniyat se tang aa jaate hain sab
ek din tu bhi miri baton se ukta ja.ega
main apne-ap se aage nikal gaya huun bahut
kisi safar ke havale ye jism-o-jan kar ke
na chand ka na sitaron na aftab ka hai
saval ab ke miri jaan tire javab ka hai
kisi ne jaan hi luTaa di vafaaon ki khaatir
tum hi bataao ki qissa ye kis kitaab kaa hai
lambi hai bahut aaj ki shab jaagne vaalo
aur yaad mujhe koi kahaani bhi nahin hai
vo bhi na aayaa umr-e-guzishta ke misl hi
ham bhi khaDe rahe dar-o-divaar ki tarah
tiri duaaein bhi shaamil hain koshishon mein miri
musibaton kaa na Talnaa ajiib lagtaa hai
siyaah raat ke pahlu mein jism ke andar
kisi gunaah ki khvaahish ko paalte rahnaa
ham kisi aur vaqt ke hain asiir
subh ke shaam ke rahe hi nahin
Ghazalग़ज़ल
andar hi andar ik khinchaa-taani hai
अंदर ही अंदर इक खींचा-तानी है
aankh hi aankh thi manzar bhi nahin thaa koi
आँख ही आँख थी मंज़र भी नहीं था कोई
taabish-e-gesu-e-khamdaar liye phirtaa hai
ताबिश-ए-गेसू-ए-ख़मदार लिए फिरता है
apni surat ko badalnaa hi nahin chaahtaa main
अपनी सूरत को बदलना ही नहीं चाहता मैं
shoala kabhi shabnam kabhi patthar miri aankhein
शो'ला कभी शबनम कभी पत्थर मिरी आँखें





