Sher
ye jahan ek tamasha hai sabhi kahte hain
tum na hote to ise ham bhi tamasha kahte

Shahnawaz Farooqi
ye jahan ek tamasha hai sabhi kahte hain
ये जहाँ एक तमाशा है सभी कहते हैं
vo mire bas ko kaise samjhega
वो मिरे बस को कैसे समझेगा
kitab-e-ishq men saa.e ka matlab
किताब-ए-इश्क़ में साए का मतलब
itne Duube hue the jiine men
इतने डूबे हुए थे जीने में
aise bhaTak raha hai kharabe men aadmi
ऐसे भटक रहा है ख़राबे में आदमी
phir aadmi havas se bhi aage nikal gaya
फिर आदमी हवस से भी आगे निकल गया
ye jahan ek tamasha hai sabhi kahte hain
tum na hote to ise ham bhi tamasha kahte
vo mire bas ko kaise samjhega
jo miri bebasi ko samjha nahin
kitab-e-ishq men saa.e ka matlab
dar-o-divar ka saaya nahin hai
itne Duube hue the jiine men
muddaton zindagi ko samjha nahin
aise bhaTak raha hai kharabe men aadmi
jaise use kabhi bhi hidayat nahin mili
phir aadmi havas se bhi aage nikal gaya
phir aadmi ke kaam na aaya gunah tak
kitaab-e-ishq mein saae kaa matlab
dar-o-divaar kaa saaya nahin hai
kabhi ye gham thaa ki samjhaa nahin koi ham ko
aur ab ye Dar ki kisi ne samajh liyaa hi na ho
judaai se ziyaada jaan-levaa
mohabbat mein mohabbat ki kami hai
husn aisaa thaa ki har ik aainaa kam paD gayaa
aaina kyaa umr bhar kaa dekhnaa kam paD gayaa
ye jahaan ek tamaashaa hai sabhi kahte hain
tum na hote to ise ham bhi tamaashaa kahte
dard thaa haijaan thaa par aankh mein aansu na the
jaise dil tak aate aate haadisa kam paD gayaa