Sher
tum bhi akhir ho mard kya jaano
ek aurat ka dard kya jaano
S
Syeda Arshia HaqSyeda Arshia Haq
tum bhi akhir ho mard kya jaano
तुम भी आख़िर हो मर्द क्या जानो
aurat ho tum to tum pe munasib hai chup raho
औरत हो तुम तो तुम पे मुनासिब है चुप रहो
khabar kar de koi us be-khabar ko
ख़बर कर दे कोई उस बे-ख़बर को
sab yahan 'jaun' ke divane hain
सब यहाँ 'जौन' के दिवाने हैं
yahi dua hai vo meri dua nahin sunta
यही दुआ है वो मेरी दुआ नहीं सुनता
jism ko paDhte rahe vo ruuh tak aa.e nahin
जिस्म को पढ़ते रहे वो रूह तक आए नहीं
tum bhi akhir ho mard kya jaano
ek aurat ka dard kya jaano
aurat ho tum to tum pe munasib hai chup raho
ye bol khandan ki izzat pe harf hai
khabar kar de koi us be-khabar ko
miri halat bigaDti ja rahi hai
sab yahan 'jaun' ke divane hain
'haq' kaho kaun tum ko chahega
yahi dua hai vo meri dua nahin sunta
khuda jo hota agar kya khuda nahin sunta
jism ko paDhte rahe vo ruuh tak aa.e nahin
'jaun' ko paDhte rahe 'majruh' tak aa.e nahin
tum bhi aakhir ho mard kyaa jaano
ek aurat kaa dard kyaa jaano
to kyaa huaa jo janmi thi pardes mein kabhi
beTi hai 'arshiya' bhi to hindostaan ki
tumhaaraa roz jo main sarf karti rahti huun
tumhein gumaan na ho tum miri mohabbat ho
khabar kar de koi us be-khabar ko
miri haalat bigaDti jaa rahi hai
'arshiyaa-haq' ke parastaaron mein ho
tum bhi kaafir ho gunahgaaron mein ho
main khud pe zabt khoti jaa rahi huun
judaai kyaa sitam-aalud shai hai