Sher
hoti hi nahin sub.h-e-qayamat bhi numudar
jagenge shab-e-hijr ke bimar kahan tak

Tabish Dehlvi
hoti hi nahin sub.h-e-qayamat bhi numudar
होती ही नहीं सुब्ह-ए-क़यामत भी नुमूदार
a.ina jab bhi ru-ba-ru aaya
आईना जब भी रू-ब-रू आया
zarre men gum hazar sahra
ज़र्रे में गुम हज़ार सहरा
shahon ki bandagi men sar bhi nahin jhukaya
शाहों की बंदगी में सर भी नहीं झुकाया
chhoTi paDti hai ana ki chadar
छोटी पड़ती है अना की चादर
har raste se manzil-e-hasti hai bahut duur
हर रास्ते से मंज़िल-ए-हस्ती है बहुत दूर
hoti hi nahin sub.h-e-qayamat bhi numudar
jagenge shab-e-hijr ke bimar kahan tak
a.ina jab bhi ru-ba-ru aaya
apna chehra chhupa liya ham ne
zarre men gum hazar sahra
qatre men muhit laakh qulzum
shahon ki bandagi men sar bhi nahin jhukaya
tere liye sarapa adab ho ga.e ham
chhoTi paDti hai ana ki chadar
paanv Dhakta huun to sar khulta hai
har raste se manzil-e-hasti hai bahut duur
ja.ega mire saath gham-e-yar kahan tak
abhi hain qurb ke kuchh aur marhale baaqi
ki tujh ko paa ke hamein phir tiri tamannaa hai
shaahon ki bandagi mein sar bhi nahin jhukaayaa
tere liye saraapaa aadaab ho gae ham
har raaste se manzil-e-hasti hai bahut duur
jaaegaa mire saath gham-e-yaar kahaan tak
zarre mein gum hazaar sahraa
qatre mein muhit laakh qulzum
hoti hi nahin subh-e-qayaamat bhi numudaar
jaageinge shab-e-hijr ke bimaar kahaan tak
chhoTi paDti hai anaa ki chaadar
paanv Dhaktaa huun to sar khultaa hai