Sher
daftar-e-husn khole baiThe hain
'ashiqi rozgar hai un ka

Tauheed Zeb
daftar-e-husn khole baiThe hain
दफ़्तर-ए-हुस्न खोले बैठे हैं
shu'uri tajrabe se din guzarne vaale
शु'ऊरी तज्रबे से दिन गुज़ारने वाले
dekhiye meri 'umr hi kya hai
देखिए मेरी 'उम्र ही क्या है
ek hi din mila mohabbat ko
एक ही दिन मिला मोहब्बत को
kisi mushkil ghaDi men ham tumhara saath chhoDenge
किसी मुश्किल घड़ी में हम तुम्हारा साथ छोड़ेंगे
dhoka khane pe ro paDa hoga
धोका खाने पे रो पड़ा होगा
daftar-e-husn khole baiThe hain
'ashiqi rozgar hai un ka
shu'uri tajrabe se din guzarne vaale
'ajib log hain naqlen utarne vaale
dekhiye meri 'umr hi kya hai
un ki khush-bu se main javan hua
ek hi din mila mohabbat ko
saal bhar ki thakan utari ga.i
kisi mushkil ghaDi men ham tumhara saath chhoDenge
tumhen ma'lum ho jaa.e bashar kya hai khuda kya hai
dhoka khane pe ro paDa hoga
ye koi 'ishq men naya hoga
apni tasvir chuum li us ne
phuul par phuul khil gayaa jaise
ek hi din milaa mohabbat ko
saal bhar ki thakan utaari gai
daftar-e-husn khole baiThe hain
'aashiqi rozgaar hai un kaa
kyaa huaa husn-e-jaavedaan ko tire
tu to mujh se bichhaD ke khush thi bahut
rumuz-e-vaqt ki pahli class mein bhi miraa
tamaam dhyaan thaa sarkaari naukri ki taraf
dhokaa khaane pe ro paDaa hogaa
ye koi 'ishq mein nayaa hogaa