Sher
"hujum-e-gham se mili hai hayat-e-nau mujh ko hujum-e-dard se paaya hai hausla main ne"

Wahid Premi
hujum-e-gham se mili hai hayat-e-nau mujh ko
हुजूम-ए-ग़म से मिली है हयात-ए-नौ मुझ को
ek muddat se isi uljhan men huun
एक मुद्दत से इसी उलझन में हूँ
gul ghunche aftab shafaq chand kahkashan
गुल ग़ुंचे आफ़्ताब शफ़क़ चाँद कहकशाँ
azad to barson se hain arbab-e-gulistan
आज़ाद तो बरसों से हैं अरबाब-ए-गुलिस्ताँ
hai sham-e-avadh gesu-e-dildar ka partav
है शाम-ए-अवध गेसू-ए-दिलदार का परतव
kisi ko be-sabab shohrat nahin milti hai ai 'vahid'
किसी को बे-सबब शोहरत नहीं मिलती है ऐ 'वाहिद'
"hujum-e-gham se mili hai hayat-e-nau mujh ko hujum-e-dard se paaya hai hausla main ne"
"ek muddat se isi uljhan men huun un ko ya khud ko kise sajda karun"
"gul ghunche aftab shafaq chand kahkashan aisi koi bhi chiiz nahin jis men tu na ho"
"azad to barson se hain arbab-e-gulistan aa.i na magar taqat-e-parvaz abhi tak"
"hai sham-e-avadh gesu-e-dildar ka partav aur sub.h-e-banaras hai rukh-e-yar ka partav"
"kisi ko be-sabab shohrat nahin milti hai ai 'vahid' unhin ke naam hain duniya men jin ke kaam achchhe hain"
uf gardish-e-hayaat tiri fitna-saaziyaan
apne vatan mein duur hain ahl-e-vatan se ham
baad taklif ke raahat hai yaqini 'vaahid'
raat kaa aanaa hi paighaam-e-sahar hotaa hai
gul ghunche aaftaab shafaq chaand kahkashaan
aisi koi bhi chiiz nahin jis mein tu na ho
kisi ko be-sabab shohrat nahin milti hai ai 'vaahid'
unhin ke naam hain duniyaa mein jin ke kaam achchhe hain
aazaad to barson se hain arbaab-e-gulistaan
aai na magar taaqat-e-parvaaz abhi tak
shakhsiyyat-e-fankaar muamma nahin 'vaahid'
fan hi mein huaa kartaa hai fankaar kaa partav