Sher
ham khuun ki qisten to ka.i de chuke lekin
ai khak-e-vatan qarz ada kyuun nahin hota

Wali Aasi
ham khuun ki qisten to ka.i de chuke lekin
हम ख़ून की क़िस्तें तो कई दे चुके लेकिन
cigareten chaa.e dhuan raat ga.e tak bahsen
सिगरटें चाय धुआँ रात गए तक बहसें
is tarah roz ham ik khat use likh dete hain
इस तरह रोज़ हम इक ख़त उसे लिख देते हैं
ishq bin jiine ke adab nahin aate hain
इश्क़ बिन जीने के आदाब नहीं आते हैं
aaj tak jo bhi hua us ko bhula dena hai
आज तक जो भी हुआ उस को भुला देना है
unhen bhi jiine ke kuchh tajrabe hue honge
उन्हें भी जीने के कुछ तजरबे हुए होंगे
ham khuun ki qisten to ka.i de chuke lekin
ai khak-e-vatan qarz ada kyuun nahin hota
cigareten chaa.e dhuan raat ga.e tak bahsen
aur koi phuul sa anchal kahin nam hota hai
is tarah roz ham ik khat use likh dete hain
ki na kaghaz na siyahi na qalam hota hai
ishq bin jiine ke adab nahin aate hain
'mir' sahab ne kaha hai ki miyan ishq karo
aaj tak jo bhi hua us ko bhula dena hai
aaj se tai hai ki dushman ko dua dena hai
unhen bhi jiine ke kuchh tajrabe hue honge
jo kah rahe hain ki mar jaana chahte hain ham
vahaan hamaaraa koi muntazir nahin phir bhi
hamein na rok ki ghar jaanaa chaahte hain ham
dariyaa dikhaai detaa hai har ek reg-zaar
shaayad ki in dinon mujhe shiddat ki pyaas hai
musallaa rakhte hain sahbaa-o-jaam rakhte hain
faqir sab ke liye intizaam rakhte hain
sameT bikhre hue kaaghzaat ko apne
koi sadaa tujhe vaapas bulaane vaali hai
dosto DhunD ke ham saa koi pyaasaa laao
ham to aansu bhi jo piite hain to paani ki tarah
main jis kaa javaab na de paaun
aisaa bhi koi savaal karnaa