Sher
mila hai tapta sahra dekhne ko
chale the ghar se dariya dekhne ko

Yazdani Jalandhari
mila hai tapta sahra dekhne ko
मिला है तपता सहरा देखने को
bazm-e-vafa saji to ajab silsile hue
बज़्म-ए-वफ़ा सजी तो अजब सिलसिले हुए
zindagi koh-e-be-sutun goya
ज़िंदगी कोह-ए-बे-सुतूँ गोया
ijz ke saath chale aa.e hain ham 'yazdani'
इज्ज़ के साथ चले आए हैं हम 'यज़्दानी'
sham.a hogi sub.h tak baaqi na parvane ki khaak
शम्अ होगी सुब्ह तक बाक़ी न परवाने की ख़ाक
mila hai tapta sahra dekhne ko
chale the ghar se dariya dekhne ko
bazm-e-vafa saji to ajab silsile hue
shikve hue na un se na ham se gile hue
zindagi koh-e-be-sutun goya
har nafas ek taisha-e-farhad
ijz ke saath chale aa.e hain ham 'yazdani'
koi aur un ko mana lene ka Dhab yaad nahin
sham.a hogi sub.h tak baaqi na parvane ki khaak
ahl-e-mahfil ki zaban par dastan rah ja.egi
bazm-e-vafaa saji to ajab silsile hue
shikve hue na un se na ham se gile hue
ijz ke saath chale aae hain ham 'yazdaani'
koi aur un ko manaa lene kaa Dhab yaad nahin
shama hogi subh tak baaqi na parvaane ki khaak
ahl-e-mahfil ki zabaan par daastaan rah jaaegi
milaa hai taptaa sahraa dekhne ko
chale the ghar se dariyaa dekhne ko
zindagi koh-e-be-sutun goyaa
har nafas ek taisha-e-farhaad