Sher
saans lene ko hi jiina nahin kahte hain 'zafar'
zindagi thi jo tire vasl ka imkan hota

Yusuf Zafar
saans lene ko hi jiina nahin kahte hain 'zafar'
साँस लेने को ही जीना नहीं कहते हैं 'ज़फ़र'
un ki mahfil men 'zafar' log mujhe chahte hain
उन की महफ़िल में 'ज़फ़र' लोग मुझे चाहते हैं
zahr hai mere rag-o-pai men mohabbat shayad
ज़हर है मेरे रग-ओ-पै में मोहब्बत शायद
aa mire chand raat suuni hai
आ मिरे चाँद रात सूनी है
paani ko aag kah ke mukar jaana chahiye
पानी को आग कह के मुकर जाना चाहिए
ek bhi aftab ban na saka
एक भी आफ़्ताब बन न सका
saans lene ko hi jiina nahin kahte hain 'zafar'
zindagi thi jo tire vasl ka imkan hota
un ki mahfil men 'zafar' log mujhe chahte hain
vo jo kal kahte the divana bhi sauda.i bhi
zahr hai mere rag-o-pai men mohabbat shayad
apne hi Dank se bichchhu ki tarah mar ja.un
aa mire chand raat suuni hai
baat banti nahin sitaron se
paani ko aag kah ke mukar jaana chahiye
palkon pe ashk ban ke Thahar jaana chahiye
ek bhi aftab ban na saka
laakh TuuTe hue sitaron se
saans lene ko hi jiinaa nahin kahte hain 'zafar'
zindagi thi jo tire vasl kaa imkaan hotaa
un ki mahfil mein 'zafar' log mujhe chaahte hain
vo jo kal kahte the divaana bhi saudaai bhi
zahr hai mere rag-o-pai mein mohabbat shaayad
apne hi Dank se bichchhu ki tarah mar jaaun
aa mire chaand raat suuni hai
baat banti nahin sitaaron se
paani ko aag kah ke mukar jaanaa chaahiye
palkon pe ashk ban ke Thahar jaanaa chaahiye
ek bhi aaftaab ban na sakaa
laakh TuuTe hue sitaaron se