abhi se kaise kahun tum ko bevafaa saahab — Indira Varma
abhi se kaise kahun tum ko bevafaa saahab
abhi to apne safar ki hai ibtidaa saahab
Urdu
ابھی سے کیسے کہوں تم کو بے وفا صاحب
ابھی تو اپنے سفر کی ہے ابتدا صاحب
Hindi
अभी से कैसे कहूँ तुम को बेवफ़ा साहब
अभी तो अपने सफ़र की है इब्तिदा साहब

Indira Varma
Indira Varma
poet43 quotes