us se mat kahna miri be-sar-o-samani tak
vo na aa jaa.e kahin miri pareshani tak

Indira Varma
Indira Varma
Sherशेर
See all 21 →us se mat kahna miri be-sar-o-samani tak
उस से मत कहना मिरी बे-सर-ओ-सामानी तक
tamam fikr zamane ki Taal deta hai
तमाम फ़िक्र ज़माने की टाल देता है
tumhare bina sab adhure hain janan
तुम्हारे बिना सब अधूरे हैं जानाँ
ye shafaq chand sitare nahin achchhe lagte
ये शफ़क़ चाँद सितारे नहीं अच्छे लगते
yahi fasana raha hai junun ke sahra men
यही फ़साना रहा है जुनूँ के सहरा में
kaise sahra men bhaTakta hai mira tishna-lab
कैसे सहरा में भटकता है मिरा तिश्ना-लब
Popular Sher & Shayari
42 totaltamam fikr zamane ki Taal deta hai
ye kaisa kaif tumhara khayal deta hai
tumhare bina sab adhure hain janan
saba phuul khush-bu chaman raushni rang
ye shafaq chand sitare nahin achchhe lagte
tum nahin ho to nazare nahin achchhe lagte
yahi fasana raha hai junun ke sahra men
kabhi firaq ke qisse kabhi visal ki baat
kaise sahra men bhaTakta hai mira tishna-lab
kaisi basti hai jahan milta nahin paani tak
tumhaare binaa sab adhure hain jaanaan
sabaa phuul khush-bu chaman raushni rang
ye shafaq chaand sitaare nahin achchhe lagte
tum nahin ho to nazaare nahin achchhe lagte
yahi fasaana rahaa hai junun ke sahraa mein
kabhi firaaq ke qisse kabhi visaal ki baat
vaqt khaamosh hai TuuTe hue rishton ki tarah
vo bhalaa kaise mire dil ki khabar paaegaa
shikasta-dil andheri shab akelaa raahbar kyuun ho
na ho jab ham-safar koi to apnaa bhi safar kyuun ho
kitaab-e-zist kaa unvaan ban gae ho tum
hamaare pyaar ki dekho ye intihaa saahab
Ghazalग़ज़ल
tire khayaal kaa charchaa tire khayaal ki baat
तिरे ख़याल का चर्चा तिरे ख़याल की बात
us se mat kahnaa meri be-sar-o-saamaani tak
उस से मत कहना मेरी बे-सर-ओ-सामानी तक
kabhi muD ke phir isi raah par na to aae tum na to aae ham
कभी मुड़ के फिर इसी राह पर न तो आए तुम न तो आए हम
dost jab zi-vaqaar hotaa hai
दोस्त जब ज़ी-वक़ार होता है
dil ke bechain jaziron mein utar jaaegaa
दिल के बेचैन जज़ीरों में उतर जाएगा
dil se apne khud-ba-khud kuchh puchhiye mere liye
दिल से अपने ख़ुद-ब-ख़ुद कुछ पूछिए मेरे लिए





