Shayari
zabaan zabaan pe shor thaa ki raat khatm ho gai
yahaan sahar ki aas mein hayaat khatm ho gai
M
Mahtab Zafarek rasm-e-sarfaroshi thi so rukhsat ho gai
yuun to divaane hamaare baa'd bhi aae bahut
ایک رسم سرفروشی تھی سو رخصت ہو گئی
یوں تو دیوانے ہمارے بعد بھی آئے بہت
एक रस्म-ए-सरफ़रोशी थी सो रुख़्सत हो गई
यूँ तो दीवाने हमारे ब'अद भी आए बहुत
ghurur-e-husn na kar jazba-e-zulekhaa dekh
kiyaa hai ishq ne yusuf ghulaam aashiq kaa
tu mohabbat se koi chaal to chal
haar jaane kaa hausla hai mujhe
nisyah-o-naqd-e-do-aalam ki haqiqat maalum
le liyaa mujh se miri himmat-e-aali ne mujhe
khush hote hain ham log agar koi hasina
is umr ham par koi tohmat hi lagaae
hamaari baat kaaTi jaa rahi hai
kisi kaa hausla baDhtaa rahaa hai
kaam kyaa hai pa nahin chaahti himmat hargiz
ghair ke ghar se diyaa kijiye raushan apnaa