"halat ke taghayyur par ho matam-e-mazi kyuun ik vo bhi zamana tha ik ye bhi zamana hai"

Abbas Ali Khan Bekhud
Abbas Ali Khan Bekhud
Sherशेर
See all 7 →halat ke taghayyur par ho matam-e-mazi kyuun
हालत के तग़य्युर पर हो मातम-ए-माज़ी क्यूँ
hamari na-umidi ka to hai ilzam qismat par
हमारी ना-उमीदी का तो है इल्ज़ाम क़िस्मत पर
azal se sokhta-saman huun fikr-e-ashiyan kya ho
अज़ल से सोख़्ता-सामाँ हूँ फ़िक्र-ए-आशियाँ क्या हो
karte hain arbab-e-dil andaza-e-josh-e-bahar
करते हैं अर्बाब-ए-दिल अंदाज़ा-ए-जोश-ए-बहार
kisi se ishq karna aur is ko ba-khabar karna
किसी से इश्क़ करना और इस को बा-ख़बर करना
tavajjoh chara-gar ki ba.is-e-taklif hai 'bekhud'
तवज्जोह चारा-गर की बाइस-ए-तकलीफ़ है 'बेख़ुद'
Popular Sher & Shayari
14 total"hamari na-umidi ka to hai ilzam qismat par tumhara mudda.a hota to manzur-e-khuda hota hota"
"azal se sokhta-saman huun fikr-e-ashiyan kya ho na girti barq to ye soz-e-dil se jal gaya hota"
"karte hain arbab-e-dil andaza-e-josh-e-bahar mera daman dekh kar mera gareban dekh kar"
"kisi se ishq karna aur is ko ba-khabar karna hai apne matlab-e-dushvar ko dushvar-tar karna"
"tavajjoh chara-gar ki ba.is-e-taklif hai 'bekhud' izafa hai musibat men davaon ka asar karna"
karte hain arbaab-e-dil andaaza-e-josh-e-bahaar
meraa daaman dekh kar meraa garebaan dekh kar
hamaari naa-umidi kaa to hai ilzaam qismat par
tumhaaraa muddaaa hotaa to manzur-e-khudaa hotaa hotaa
haalat ke taghayyur par ho maatam-e-maazi kyuun
ik vo bhi zamaana thaa ik ye bhi zamaanaa hai
tavajjoh chaara-gar ki baais-e-taklif hai 'bekhud'
izaafa hai musibat mein davaaon kaa asar karnaa
in buton ne mujh ko be-khud kis qadar dhoke diye
sidhaa-saada jaan kar mard-e-musalmaan dekh kar
azal se sokhta-saamaan huun fikr-e-aashiyaan kyaa ho
na girti barq to ye soz-e-dil se jal gayaa hotaa
Ghazalग़ज़ल
be-vajh nahin un kaa be-khud ko bulaanaa hai
बे-वज्ह नहीं उन का बे-ख़ुद को बुलाना है
main to fidaa-e-nargis-e-mastaana ho gayaa
मैं तो फ़िदा-ए-नर्गिस-ए-मस्ताना हो गया
nigaahon ko zabaan karnaa khamoshi ko bayaan karnaa
निगाहों को ज़बाँ करना ख़मोशी को बयाँ करना
hijr ki shab zulf-e-barham kaa khayaal aataa rahaa
हिज्र की शब ज़ुल्फ़-ए-बरहम का ख़याल आता रहा
nigaah-e-mehr se dekho na gham-zada dil ko
निगाह-ए-मेहर से देखो न ग़म-ज़दा दिल को
hai ye to khizaan ne ruup bharaa ham jis ko bahaaraan kahte hain
है ये तो ख़िज़ाँ ने रूप भरा हम जिस को बहाराँ कहते हैं





