vaqt mohlat na dega phir tum ko
tiir jis dam kaman se nikla

Abdul Mateen Niyaz
Abdul Mateen Niyaz
Sherशेर
See all 10 →vaqt mohlat na dega phir tum ko
वक़्त मोहलत न देगा फिर तुम को
logon ko apni fikr hai lekin mujhe nadim
लोगों को अपनी फ़िक्र है लेकिन मुझे नदीम
dil ne har daur men duniya se baghavat ki hai
दिल ने हर दौर में दुनिया से बग़ावत की है
alfaz madah-khvan the qalam the bike hue
अल्फ़ाज़ मदह-ख़्वाँ थे क़लम थे बिके हुए
kitne be-nur hain ye hangame
कितने बे-नूर हैं ये हंगामे
be-rukhi dekh ab zamane ki
बे-रुख़ी देख अब ज़माने की
Popular Sher & Shayari
20 totallogon ko apni fikr hai lekin mujhe nadim
bazm-e-hayat-o-nazm-e-gulistan ki fikr hai
dil ne har daur men duniya se baghavat ki hai
dil se tum rasm-o-rivayat ki baten na karo
alfaz madah-khvan the qalam the bike hue
kaise tarash lete koi shah-kar ham
kitne be-nur hain ye hangame
main bhare shahr men bhi huun tanha
be-rukhi dekh ab zamane ki
mudda.a kyuun zaban se nikla
ham-nafas khvaab-e-junun ki koi taabir na dekh
raqs karnaa hai to phir paanv ki zanjir na dekh
be-rukhi dekh ab zamaane ki
muddaaa kyuun zabaan se niklaa
dil ne har daur mein duniyaa se baghaavat ki hai
dil se tum rasm-o-rivaayaat ki baatein na karo
logon ko apni fikr hai lekin mujhe nadim
bazm-e-hayaat-o-nazm-e-gulistaan ki fikr hai
vaqt mohlat na degaa phir tum ko
tiir jis dam kamaan se niklaa
kitne be-nur hain ye hangaame
main bhare shahr mein bhi huun tanhaa
Ghazalग़ज़ल
gham-e-hayaat gham-e-dil nishaat-e-jaan guzraa
ग़म-ए-हयात ग़म-ए-दिल निशात-ए-जाँ गुज़रा
shaam aai dard kaa bistar khulaa
शाम आई दर्द का बिस्तर खुला
tajrabon ke mausam jab saazgaar aaeinge
तजरबों के मौसम जब साज़गार आएँगे
hamein to jism se baahar khulaa saa lagtaa hai
हमें तो जिस्म से बाहर खुला सा लगता है
barg piile kyaa hue shor-e-khizaan uThne lagaa
बर्ग पीले क्या हुए शोर-ए-ख़िज़ाँ उठने लगा
hamaare dast-e-sakhaa kaasa-e-gadaai hain
हमारे दस्त-ए-सख़ा कासा-ए-गदाई हैं





