"vo jo kal tak haan men haan karta tha meri aaj to vo bhi nahin par aa gaya hai"

Abdurrahman Momin
Abdurrahman Momin
Sherशेर
See all 26 →vo jo kal tak haan men haan karta tha meri
वो जो कल तक हाँ में हाँ करता था मेरी
chand men tu nazar aaya tha mujhe
चाँद में तू नज़र आया था मुझे
'momin-miyan' ye kaam nahin hai ye ishq hai
'मोमिन-मियाँ' ये काम नहीं है ये इश्क़ है
khud ko kitna bhula diya main ne
ख़ुद को कितना भुला दिया मैं ने
sitam to ye hai ki main ne use bhi chhoD diya
सितम तो ये है कि मैं ने उसे भी छोड़ दिया
us ne va.ada nahin liya mujh se
उस ने वा'दा नहीं लिया मुझ से
Popular Sher & Shayari
52 total"chand men tu nazar aaya tha mujhe main ne mahtab nahin dekha tha"
"'momin-miyan' ye kaam nahin hai ye ishq hai kya soch men paDe ho karun ya karun nahin"
"khud ko kitna bhula diya main ne tu bhi ab ajnabi sa lagta hai"
"sitam to ye hai ki main ne use bhi chhoD diya jo sab ko chhoD ke tanha khaDa hai mere saath"
"us ne va.ada nahin liya mujh se aur kahta hai main mukar raha huun"
khvaab mere churaa liye us ne
jis ko main ne udhaar diin aankhein
chaand mein tu nazar aayaa thaa mujhe
main ne mahtaab nahin dekhaa thaa
khud ko kitnaa bhulaa diyaa main ne
tu bhi ab ajnabi saa lagtaa hai
sitam to ye hai ki main ne use bhi chhoD diyaa
jo sab ko chhoD ke tanhaa khaDaa hai mere saath
zakhm khaa kar bhi jo duaaein de
kaun us kaa muqaabla karegaa
jaane kyaa kah rahaa thaa vo mujh se
main ne bhi kah diyaa ki khush huun main
Ghazalग़ज़ल
yaqin kaun karegaa gumaan pe aayaa huun
यक़ीन कौन करेगा गुमाँ पे आया हूँ
mujhe kisi ne bataayaa khudaa hai mere saath
मुझे किसी ने बताया ख़ुदा है मेरे साथ
zamaane ko zamaane ki paDi hai
ज़माने को ज़माने की पड़ी है
tu agar meraa tazkira karegaa
तू अगर मेरा तज़्किरा करेगा
main ne jab khvaab nahin dekhaa thaa
मैं ने जब ख़्वाब नहीं देखा था
kab talak istikhaara karein
कब तलक इस्तिख़ारा करें





