har ek baat ke yuun to diye javab us ne
jo khaas baat thi har baar hans ke Taal gaya

Ahmad Rahi
Ahmad Rahi
Sherशेर
See all 17 →har ek baat ke yuun to diye javab us ne
हर एक बात के यूँ तो दिए जवाब उस ने
main to masjid se chala tha kisi ka.aba ki taraf
मैं तो मस्जिद से चला था किसी काबा की तरफ़
kahin ye apni mohabbat ki intiha to nahin
कहीं ये अपनी मोहब्बत की इंतिहा तो नहीं
mire habib miri muskurahaTon pe na ja
मिरे हबीब मिरी मुस्कुराहटों पे न जा
zindagi ke vo kisi moD pe gaahe gaahe
ज़िंदगी के वो किसी मोड़ पे गाहे गाहे
ab na ka.aba ki tamanna na kisi but ki havas
अब न काबा की तमन्ना न किसी बुत की हवस
Popular Sher & Shayari
34 totalmain to masjid se chala tha kisi ka.aba ki taraf
dukh to ye hai ki ibadat miri bad-nam hui
kahin ye apni mohabbat ki intiha to nahin
bahut dinon se tiri yaad bhi nahin aa.i
mire habib miri muskurahaTon pe na ja
khuda-gavah mujhe aaj bhi tira gham hai
zindagi ke vo kisi moD pe gaahe gaahe
mil to jaate hain mulaqat kahan hoti hai
ab na ka.aba ki tamanna na kisi but ki havas
ab to zinda huun kisi markaz-e-insan ke liye
dil se dil nazron se nazron ke ulajhne kaa samaan
jaise sahraaon mein niind aai ho divaanon ko
mire habib miri muskuraahaTon pe na jaa
khudaa-gavaah mujhe aaj bhi tiraa gham hai
ab na kaaba ki tamannaa na kisi but ki havas
ab to zinda huun kisi markaz-e-insaan ke liye
dil ke sunsaan jaziron ki khabar laaegaa
dard pahlu se judaa ho ke kahaan jaaegaa
zindagi ke vo kisi moD pe gaahe gaahe
mil to jaate hain mulaaqaat kahaan hoti hai
kahin ye apni mohabbat ki intihaa to nahin
bahut dinon se tiri yaad bhi nahin aai
Ghazalग़ज़ल
main dil-zada huun agar dil-figaar vo bhi hain
मैं दिल-ज़दा हूँ अगर दिल-फ़िगार वो भी हैं
gham-e-hayaat mein koi kami nahin aai
ग़म-ए-हयात में कोई कमी नहीं आई
qayaam-e-dair-o-tavaaf-e-haram nahin karte
क़याम-ए-दैर-ओ-तवाफ़-ए-हरम नहीं करते
dil ke viraan raaste bhi dekh
दिल के वीरान रास्ते भी देख
tavil raaton ki khaamushi mein miri fughaan thak ke so gai hai
तवील रातों की ख़ामुशी में मिरी फ़ुग़ाँ थक के सो गई है
koi batlaae ki kyaa hain yaaro
कोई बतलाए कि क्या हैं यारो





