"jo reza reza nahin dil use nahin kahte kahen na a.ina us ko jo para-para nahin"

Ahmad Zafar
Ahmad Zafar
Sherशेर
jo reza reza nahin dil use nahin kahte
जो रेज़ा रेज़ा नहीं दिल उसे नहीं कहते
ang ang se rang rang ke phuul baraste dekhe kaun
अंग अंग से रंग रंग के फूल बरसते देखे कौन
un se meri baat na puchh
उन से मेरी बात न पूछ
main makin huun na makan shahr-e-mohabbat ka 'zafar'
मैं मकीं हूँ न मकाँ शहर-ए-मोहब्बत का 'ज़फ़र'
kaun Dubega kise paar utarna hai 'zafar'
कौन डूबेगा किसे पार उतरना है 'ज़फ़र'
kyuun tirgi se is qadar manus huun 'zafar'
क्यूँ तीरगी से इस क़दर मानूस हूँ 'ज़फ़र'
Popular Sher & Shayari
12 total"ang ang se rang rang ke phuul baraste dekhe kaun rang rang se shole barse kaise barse soche kaun"
"un se meri baat na puchh un se meri an-ban hai"
"main makin huun na makan shahr-e-mohabbat ka 'zafar' dil musafir na kisi ghair ke ghar ja.ega"
"kaun Dubega kise paar utarna hai 'zafar' faisla vaqt ke dariya men utar kar hoga"
"kyuun tirgi se is qadar manus huun 'zafar' ik sham-e-rah-guzar ki sahar tak jali bhi hai"
kaun Dubegaa kise paar utarnaa hai 'zafar'
faisla vaqt ke dariyaa mein utar kar hogaa
jo reza reza nahin dil use nahin kahte
kahein na aaina us ko jo paara-paara nahin
ang ang se rang rang ke phuul baraste dekhe kaun
rang rang se shole barse kaise barse soche kaun
un se meri baat na puchh
un se meri an-ban hai
main makin huun na makaan shahr-e-mohabbat kaa 'zafar'
dil musaafir na kisi ghair ke ghar jaaegaa
kyuun tirgi se is qadar maanus huun 'zafar'
ik sham-e-rah-guzaar ki sahar tak jali bhi hai
Ghazalग़ज़ल
siyaah raat ki har dilkashi ko bhuul gae
सियाह रात की हर दिलकशी को भूल गए
apne hi kisi saae se Takraayaa huun phir bhi
अपने ही किसी साए से टकराया हूँ फिर भी
din huaa kaT kar giraa main raushni ki dhaar se
दिन हुआ कट कर गिरा मैं रौशनी की धार से
yuun zamaane mein miraa jism bikhar jaaegaa
यूँ ज़माने में मिरा जिस्म बिखर जाएगा
phuul ki rangat main ne dekhi dard ki rangat dekhe kaun
फूल की रंगत मैं ने देखी दर्द की रंगत देखे कौन
derina khvaahishon se sajaayaa gayaa mujhe
देरीना ख़्वाहिशों से सजाया गया मुझे





