maut bar-haq hai jab aa jaa.e hamen kya lekin
zindagi ham tiri raftar se Dar jaate hain

Ahmar Nadeem
Ahmar Nadeem
Sherशेर
See all 15 →maut bar-haq hai jab aa jaa.e hamen kya lekin
मौत बर-हक़ है जब आ जाए हमें क्या लेकिन
teri khvahish bhi na ho tujh se shikayat bhi na ho
तेरी ख़्वाहिश भी न हो तुझ से शिकायत भी न हो
shayad main apne aap se ghafil na rah saka
शायद मैं अपने आप से ग़ाफ़िल न रह सका
ahval mere shor-e-salasil ke sun rafiq
अहवाल मेरे शोर-ए-सलासिल के सुन रफ़ीक़
ham aise bakht ke maare ki shahr men aa kar
हम ऐसे बख़्त के मारे कि शहर में आ कर
dil lagane ko saara jahan tha magar
दिल लगाने को सारा जहाँ था मगर
Popular Sher & Shayari
30 totalteri khvahish bhi na ho tujh se shikayat bhi na ho
itna ehsan miri jaan nahin karna tha
shayad main apne aap se ghafil na rah saka
kuchh log meri zaat se mansub ho ga.e
ahval mere shor-e-salasil ke sun rafiq
jaise ravan-davan koi dariya qafas men hai
ham aise bakht ke maare ki shahr men aa kar
libas-e-gardish-e-dauran bhi taar taar kiya
dil lagane ko saara jahan tha magar
sochta kaun hai dil lagate hue
ye kaisi fasaahat ki samajh mein nahin aati
tahrir-e-mohabbat zaraa aasaan likhaa kar
kitne hi raaz sab par 'ayaan ho gae
ik tiraa raaz-e-ulfat chhupaate hue
dil lagaane ko saaraa jahaan thaa magar
sochtaa kaun hai dil lagaate hue
maut bar-haq hai jab aa jaae hamein kyaa lekin
zindagi ham tiri raftaar se Dar jaate hain
qaafile mein har ik fard mukhtaar hai
qaafila dekh lenaa luTegaa zarur
kitne rishton kaa main ne bharam rakh liyaa
ik ta'alluq se daaman chhuDaate hue
Ghazalग़ज़ल
ye ek kaam bachaa thaa so vo bhi karne lage
ये एक काम बचा था सो वो भी करने लगे
ye ek din kaa nahin tajraba hai barson kaa
ये एक दिन का नहीं तज्रबा है बरसों का
aalaam-e-rozgaar se mar'ub ho gae
आलाम-ए-रोज़गार से मर'ऊब हो गए
tashbih ramz ras na kinaae ke bas mein hai
तश्बीह रम्ज़ रस न किनाए के बस में है
dasht-e-junun mein mere baraabar nahin koi
दश्त-ए-जुनूँ में मेरे बराबर नहीं कोई
hangaama-e-hayaat ko koi to naam de
हंगामा-ए-हयात को कोई तो नाम दे





