"chaTak men ghunche ki vo saut-e-jan-faza to nahin suni hai pahle bhi avaz ye kahin main ne"

Akhtar Ali Akhtar
Akhtar Ali Akhtar
Sherशेर
chaTak men ghunche ki vo saut-e-jan-faza to nahin
चटक में ग़ुंचे की वो सौत-ए-जाँ-फ़ज़ा तो नहीं
tum ne har zarre men barpa kar diya tufan-e-shauq
तुम ने हर ज़र्रे में बरपा कर दिया तूफ़ान-ए-शौक़
fareb-e-jalva kahan tak ba-ru-e-kar rahe
फ़रेब-ए-जल्वा कहाँ तक ब-रू-ए-कार रहे
mujhi ko parda-e-hasti men de raha hai fareb
मुझी को पर्दा-ए-हस्ती में दे रहा है फ़रेब
guftugu-e-surat-o-ma.ani hai unvan-e-hayat
गुफ़्तुगू-ए-सूरत-ओ-म'अनी है उनवान-ए-हयात
Popular Sher & Shayari
10 total"tum ne har zarre men barpa kar diya tufan-e-shauq ik tabassum is qadar jalvon ki tughyani ke saath"
"fareb-e-jalva kahan tak ba-ru-e-kar rahe naqab uThao ki kuchh din zara bahar rahe"
"mujhi ko parda-e-hasti men de raha hai fareb vo husn jis ko kiya jalva-afrin main ne"
"guftugu-e-surat-o-ma.ani hai unvan-e-hayat khelte hain vo miri fitrat ki hairani ke saath"
mujhi ko parda-e-hasti mein de rahaa hai fareb
vo husn jis ko kiyaa jalva-aafrin main ne
tum ne har zarre mein barpaa kar diyaa tufaan-e-shauq
ik tabassum is qadar jalvon ki tughyaani ke saath
fareb-e-jalva kahaan tak ba-ru-e-kaar rahe
naqaab uThaao ki kuchh din zaraa bahaar rahe
guftugu-e-surat-o-maani hai unvaan-e-hayaat
khelte hain vo miri fitrat ki hairaani ke saath
chaTak mein ghunche ki vo saut-e-jaan-fazaa to nahin
suni hai pahle bhi aavaaz ye kahin main ne
Ghazalग़ज़ल
dil ki aarzu thi dard dard-e-be-davaa paayaa
दिल की आरज़ू थी दर्द दर्द-ए-बे-दवा पाया
harim-kaaba banaa di vo sar-zamin main ne
हरीम-ए-काबा बना दी वो सर-ज़मीं मैं ने
fareb-e-jalva kahaan tak ba-ru-e-kaar rahe
फ़रेब-ए-जल्वा कहाँ तक ब-रू-ए-कार रहे
tum ne divaana kiyaa achchhaa huaa
तुम ने दीवाना किया अच्छा हुआ
zindagi kyaa hai jo dil ho tashna-e-zauq-e-vafaa
ज़िंदगी क्या है जो दिल हो तश्ना-ए-ज़ौक़-ए-वफ़ा
dil-o-jaan ham nisaar karte hain
दिल-ओ-जाँ हम निसार करते हैं





