"miri aarzu ki taskin na karam men ne sitam men mira dil mudam tishna tiri rah ke pech-o-kham men"

Akhtar Orenwi
Akhtar Orenwi
Sherशेर
miri aarzu ki taskin na karam men ne sitam men
मिरी आरज़ू की तस्कीं न करम में ने सितम में
na mizaj-e-naz-e-jalva kabhi pa sakin nigahen
न मिज़ाज-ए-नाज़-ए-जल्वा कभी पा सकीं निगाहें
junun bhi zahmat khirad bhi la.anat hai zakhm-e-dil ki dava mohabbat
जुनूँ भी ज़हमत ख़िरद भी ल'अनत है ज़ख़्म-ए-दिल की दवा मोहब्बत
main muntazir huun teri tamanna liye hue
मैं मुंतज़िर हूँ तेरी तमन्ना लिए हुए
kitne taban the vo lamhat tire pahlu men
कितने ताबाँ थे वो लम्हात तिरे पहलू में
Popular Sher & Shayari
10 total"na mizaj-e-naz-e-jalva kabhi pa sakin nigahen ki ulajh ke rah ga.i hain tiri zulf-e-kham-ba-kham men"
"junun bhi zahmat khirad bhi la.anat hai zakhm-e-dil ki dava mohabbat harim-e-jan men tavaf-e-paiham yahi hai andaz-e-ashiqana"
"main muntazir huun teri tamanna liye hue aa ja farogh-e-husn ki duniya liye hue"
"kitne taban the vo lamhat tire pahlu men do ghaDi meri bhi firdaus mina guzri hai"
main muntazir huun teri tamannaa liye hue
aa jaa farogh-e-husn ki duniyaa liye hue
kitne taabaan the vo lamhaat tire pahlu mein
do ghaDi meri bhi firdaus minaa guzri hai
na mizaaj-e-naaz-e-jalva kabhi paa sakin nigaahein
ki ulajh ke rah gai hain tiri zulf-e-kham-ba-kham mein
junun bhi zahmat khirad bhi laanat hai zakhm-e-dil ki davaa mohabbat
harim-e-jaan mein tavaaf-e-paiham yahi hai andaaz-e-aashiqaana
miri aarzu ki taskin na karam mein ne sitam mein
miraa dil mudaam tishna tiri rah ke pech-o-kham mein
Ghazalग़ज़ल
tum ko dekhaa hai abhi tak ye gumaan hotaa hai
तुम को देखा है अभी तक ये गुमाँ होता है
daaru-e-hosh-rubaa nargis-e-bimaar to ho
दारू-ए-होश-रुबा नर्गिस-ए-बीमार तो हो
daar pe chaDh ke jo tajdid-e-vafaa hoti hai
दार पे चढ़ के जो तजदीद-ए-वफ़ा होती है
na tajalliyaan na tasalliyaan na salaam hai na kalaam hai
न तजल्लियाँ न तसल्लियाँ न सलाम है न कलाम है
maqaam-e-dil bahut unchaa banaa hai
मक़ाम-ए-दिल बहुत ऊँचा बना है
yaad aai hai tiri sakht maqaam aayaa hai
याद आई है तिरी सख़्त मक़ाम आया है





